Songs from film JUDWAA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Duniya Mein Aayi Ho Toh
Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY, KUMAR SANU
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kabhi uff kabhi haai kabhi haai kabhi bye kabhi aayen kabhi jaayen
kabhi u kabhi y kabhi yes kabhi no kabhi haan kabhi na
rani ye bhi koi baat hai char din ki chaandani hai phir kaali raat hai
dhal jaayegi ye jawaani sochane ki baat hain
(duniya mein aayi ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo) - 2
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
ho raani ke kaano mein jhumake ki jodi hain
pairon mein chaandi ki paayal nigodi hain
haan chaandi ki paayal ye chhapan karodi hain
roop ki daulat ye baraso mein jodi hain
nanha sa dil mera dhadake hain seene mein
pure kiye hain sola pichhale mahine mein
ankhiyaan guler meri maaroongi seene mein
phir tujhako aur maja aayega jine mein
dil mein mohabbat ka rang bharalo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo - 2
ho yu hi akadati hain ladki kadak hain tu
june ki garmi mein thandi sadak hain tu
haan jaan se pyari hai jaanejigar hain tu
meri mohabbat ka pehla asar hain tu
tu thoda mitha hain thoda sa kadava hain
hum dono alag sahi dil apana judwaa hain
tu meri chaahat ka pahila karishma hain
main sabase keh dungi tu mera balma hain
ji bhar ke ji lo raani aish karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo - 2
kabhi u kabhi y kabhi yes kabhi no kabhi haan kabhi na
rani ye bhi koi baat hai char din ki chaandani hai phir kaali raat hai
dhal jaayegi ye jawaani sochane ki baat hain
(duniya mein aayi ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo) - 2
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
ho raani ke kaano mein jhumake ki jodi hain
pairon mein chaandi ki paayal nigodi hain
haan chaandi ki paayal ye chhapan karodi hain
roop ki daulat ye baraso mein jodi hain
nanha sa dil mera dhadake hain seene mein
pure kiye hain sola pichhale mahine mein
ankhiyaan guler meri maaroongi seene mein
phir tujhako aur maja aayega jine mein
dil mein mohabbat ka rang bharalo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo - 2
ho yu hi akadati hain ladki kadak hain tu
june ki garmi mein thandi sadak hain tu
haan jaan se pyari hai jaanejigar hain tu
meri mohabbat ka pehla asar hain tu
tu thoda mitha hain thoda sa kadava hain
hum dono alag sahi dil apana judwaa hain
tu meri chaahat ka pahila karishma hain
main sabase keh dungi tu mera balma hain
ji bhar ke ji lo raani aish karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo
duniya mein aaye ho to love karlo - 2
thoda sa ji lo thoda thoda maralo - 2
India Is The Best
Singer: ANU MALIK
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE-
London ki ladki naa naa,
Amrican gori naa naa,
Hong Kong ki chori naa naa,
Paris ki gori naa naa.
India aahaaa
Nothing official about it.
Yaha.n ki ladki whaa whaa,
Badan pe saari whaa whaa,
Maathe.n pe bindiya whaa whaa,
Kaano.n mei.n baali whaa whaa,
Pairo.n mei.n paayal whaa whaa,
Hotho.n pe laali whaa whaa,
Hai.n bholi bhaali whaa whaa,
Haai sharmili whaa whaa,
Saare jaha.n se achhaa,
Hindustan hamara,
Hum bool boole.n hai iski
Yeh Gulistan hamara
--Chorus--
Hamara!
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
Tak dhoom dhoom tak dhoom...
Tinak tinak dhin...
--MALE--
Yaha.n ka mausam jaadoo,
Yaha.n ka saawan jaadoo,
Yaha.n ka ghulshan jaadoo,
Yaha.n ka jeevan jaadoo.
Birla Tata whaa whaa,
Yaha.n ka aathaa whaa whaa,
Jooto.n mei.n Bata whaa whaa,
Ladki ka chaata whaa whaa,
Sachin ki batting whaa whaa,
Bachan ki acting whaa whaa,
Sunil Gavaskar whaa whaa,
Kapil ka sixer whaa whaa,
Lata Mangeshkar whaa whaa,
Zakhir ka tabla whaa whaa,
Bharat Natyam whaa whaa,
Yaha.n ka Bhangra whaa whaa,
Yaha.n ki launi whaa whaa,
Yaha.n ka dandiya.n whaa whaa
Saare jaha.n se achhaa,
Hindustan hamara,
Hum bool boole.n hai iski
Yeh Gulistan hamara
--Chorus--
Hamara!
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
East or West
London ki ladki naa naa,
Amrican gori naa naa,
Hong Kong ki chori naa naa,
Paris ki gori naa naa.
India aahaaa
Nothing official about it.
Yaha.n ki ladki whaa whaa,
Badan pe saari whaa whaa,
Maathe.n pe bindiya whaa whaa,
Kaano.n mei.n baali whaa whaa,
Pairo.n mei.n paayal whaa whaa,
Hotho.n pe laali whaa whaa,
Hai.n bholi bhaali whaa whaa,
Haai sharmili whaa whaa,
Saare jaha.n se achhaa,
Hindustan hamara,
Hum bool boole.n hai iski
Yeh Gulistan hamara
--Chorus--
Hamara!
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
Tak dhoom dhoom tak dhoom...
Tinak tinak dhin...
--MALE--
Yaha.n ka mausam jaadoo,
Yaha.n ka saawan jaadoo,
Yaha.n ka ghulshan jaadoo,
Yaha.n ka jeevan jaadoo.
Birla Tata whaa whaa,
Yaha.n ka aathaa whaa whaa,
Jooto.n mei.n Bata whaa whaa,
Ladki ka chaata whaa whaa,
Sachin ki batting whaa whaa,
Bachan ki acting whaa whaa,
Sunil Gavaskar whaa whaa,
Kapil ka sixer whaa whaa,
Lata Mangeshkar whaa whaa,
Zakhir ka tabla whaa whaa,
Bharat Natyam whaa whaa,
Yaha.n ka Bhangra whaa whaa,
Yaha.n ki launi whaa whaa,
Yaha.n ka dandiya.n whaa whaa
Saare jaha.n se achhaa,
Hindustan hamara,
Hum bool boole.n hai iski
Yeh Gulistan hamara
--Chorus--
Hamara!
Yo!
--MALE--
East or West
--Chorus--
Yo!
--MALE--
India is the Best.
--Chorus--
Yo!
--MALE--
East or West
Oonchi Hai Building
Singer: ANU MALIK
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(oonchi hai building lift teri band ha
kaise main aanu dil rajamand hai) - 2
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2
kaise oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
tere waasate daud kar aaunga main
sau sidiyon ko bhi chad jaayunga main
tu mera dilbar hain aana padega
tujhe mera nakhara uthana padega
aaya toofaan hai mushkil mein jaan hai aana main chaahu dil beimaan hai
oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2 na
oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
tu aage aage main pichhe pichhe
ho chumbak ki tarah mujhako tu kinche
kaha ja raha hai ankhiyon ko miche
michel ke cycle ke aayega niche
utani hai door tu jitani kareeb hai
aankh maarati hai haai ladki ajeeb hai
mumbai band hai train nahi chalati
kaise main aanu dil rajamand hai
bijali nahi hai are batti bhi gul hai
kaise main aanu (dil rajamand hai) - 4
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2
kaise main aanu dil rajamand hai) - 2
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2
kaise oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
tere waasate daud kar aaunga main
sau sidiyon ko bhi chad jaayunga main
tu mera dilbar hain aana padega
tujhe mera nakhara uthana padega
aaya toofaan hai mushkil mein jaan hai aana main chaahu dil beimaan hai
oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2 na
oonchi hai building lift teri band hai
kaise main aanu dil rajamand hai
tu aage aage main pichhe pichhe
ho chumbak ki tarah mujhako tu kinche
kaha ja raha hai ankhiyon ko miche
michel ke cycle ke aayega niche
utani hai door tu jitani kareeb hai
aankh maarati hai haai ladki ajeeb hai
mumbai band hai train nahi chalati
kaise main aanu dil rajamand hai
bijali nahi hai are batti bhi gul hai
kaise main aanu (dil rajamand hai) - 4
aaja aaja aaja bandbaaja leke aaja teri yaad sataaye dulheraaja ab to aaja - 2
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about JUDWAA ...
