Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film JUNGLE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aiyo Aiyo Rama

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN, SOUMYA & MAKRAND DESHPANDE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Ho gaya hungam
Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama

Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Chori se dil mera jo koi le gaya
Aiyo aiyo rama
Chori se dil mujhe jo koi de gaya
Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai
Raat hai chhoti lekin baat badi hai
Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai
Agge zamaana pichhe duniya khadi hai

Aiyo aiyo rama
Aiyo aiyo rama
Aiyo aiyo rama
Aiyo aiyo rama
Aiyo aiyo rama

Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Chori se dil mera jo koi le gaya
Aiyo aiyo rama
Chori se dil mujhe jo koi de gaya
Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai
Raat hai chhoti lekin baat badi hai
Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai
Agge zamaana pichhe duniya khadi hai

Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Chori se dil mera jo koi le gaya

Aiyo
Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Hum bola thoda garmi thoda thanda

Waqt hai nasheela o mad bhara sama hai
Chaandni khili hai chaand bhi jawaan hai
Koi dekhta hai palkhein jhukaake
Aaya hai koi bachke bachaake
Ho chhupke chhupake apni aankh ladi hai
Raat hai chhoti lekin baat badi hai
Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai
Agge zamaana pichhe duniya khadi hai

Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Chori se dil mera jo koi le gaya
Aiyo aiyo rama
Chori se dil mujhe jo koi de gaya

Aye dekha re hum sab dekha re
Hmmm um hmmm ek ladka ek ladki
Thoda thanda thoda garmi
Aiyo

Paas mein hain dono phir bhi dooriyaan hain
Faasle najaane kaise darmiyaan hain
Na din maheena na saal poochho
Deewangi ka na haal poochho
Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai
Raat hai chhoti lekin baat badi hai
Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai
Agge zamaana pichhe duniya khadi hai

Aiyo aiyo rama
Ho gaya hungama
Chori se dil mera jo koi le gaya
Aiyo aiyo rama
Chori se dil mujhe jo koi de gaya
Hey chhupke chhupake apni aankh ladi hai
Raat hai chhoti lekin baat badi hai
Oye kaise bataoon kasi mushkil ghadi hai
Agge zamaana pichhe duniya khadi hai.

Do Pyaar Karne Waale

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Do pyaar karne waale jungle mein kho gay
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye
Kaho ab kya karein
Karein ab kya karein
Arre ab kya karein
Aji ab kya karein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye

Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye
Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye
Dekhega jo tujhko tujhpe mar jayega
Meri jaan pe vo apni bhi jaan lutayega
Tere husn ke jaadu se vo bach nahin payega

Darrein hum kyon darrein
Bhala hum kyon darrein
Arre hum kyon darrein
Aji hum kyon darrein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye

Humne suna to par puraane log kehte hain
Aise ghane jungle mein kaale bhoot rehte hain
Tere neinon se agar vo neinon ko ladayega
Teer nigahon ka uske dil mein gadh jayega
Tere ishq ka bhoot bhooton pe chadh jayega

Galey milke galey
Chalein aashiq chalein
Chale milke chalein
Deewane hum chalein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Baaghi bane paagal bane deewane ho gaye
Kaho ab kya karein
Karein ab kya karein
Arre ab kya karein
Aji ab kya karein

Do pyaar karne waale jungle mein kho gaye
Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye.

Jaan kahan hai tu kahan

Singer: KUMAR SANU & SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Jaan kahan hai tu kaha
Hey jaan kahan hai tu kahan
Tanha nahin katta safar
Dhoondhe tujhe meri nazar
Main yahan main yahan
Main yahan

Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan

Chaahat ke mehke gul khile
Kya haseen hai ye silsile
Paagal kare deewangi
Ab zor koi na chale

Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan

Dekh na mujhe yoon pyaar se
Darr lage deewane yaar se
Tune mujhe ghaayal kiya
Kajalon ki teekhi thayaar se

Jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan
Tanha nahin katta safar
Dhoondhe tujhe meri nazar
Main yahan main yahan
Main yahan

Haan haan jaan kahan hai tu kahan
Hey jaan kahan hai tu kahan

Pehli Baar Jo Dekha

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafra
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujkhe tumse mohabbat ho gayi

Do nigahein mili
Dhadkanein ban gayi
Kuchh ishaara hua
Sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujkhe tumse mohabbat ho gayi

Raaton ko khwaabon mein koi bhi aata na tha
aake akele mein aise jagaata na tha
Har jagah jar ghadi bekaraari badhi
Chein jaane laga
Ye chaahat ho gayi
Mohabbat ho gayi

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujkhe tumse mohabbat ho gayi

Pehle mera haal aise na tha jaaneman
Na bekhayaali thi na tha ye deewanapan
Na hai teri khata na mujhe hai pata
Jaane kaise kahan ye haalat ho gayi
Mohabbat ho gayi

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujkhe tumse mohabbat ho gayi

Do nigahein mili
Dhadkanein ban gayi
Kuchh ishaara hua
Sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi

Pehli baar jo dekha mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujkhe tumse mohabbat ho gayi

Haan ab aise mohabbat ho gayi
Ho ab aise mohabbat ho gayi
Mohabbat ho gayi

Sorry Baba Sorry

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo n
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Aise dil ko todo na jaanam jaane bhi do
Baahein meri chhodo na nazdeek aane bhi do
Ja jhoothe teri baatein na maanoon re
Come on
Tu kya hai kaisa hai pehchaanoon re
Ya ya

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Jhootha vaada tera hai na tha mujhko pata
Sachcha gussa mera hai tune ki hai khata
Kuchh ulta seedha main kar jaoonga
Achchha
Na maanogi tum tomar jaoonga
Mar jaao

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Arre re ruko ruko kya kar rahe ho

Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha
Theek hai baba
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha

Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya
Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about JUNGLE ...