Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM)

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Bheegi Bheegi Raaton Mein

Singer: ADNAN SAMI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na -
Aisi barsaaton mein aao na
Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Aisi barsaaton mein aao na
Oh, aisi barsaaton mein aao na
Dhadkanon mein aa gaya hai
Ek nagma tere pyaar ka
Jaise koi sur mila ho
Dil ke taar se dil ke taar ka
Pal ki hansi mein
Yunhi dillagi mein yeh dil gaya
Hamein kya mila hai
Tumhe to mera dil bhi mil gaya
Leke pyaar aanhkon mein
Leke pyaar aankhon mein aao na
Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Aisi barsaaton mein aao na
Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na
Aa rahi hai teri yaadein
Dil mera phir beqaraar hai
Tum milogi, haan milogi
Dil ko mere aitbaar hai
Khuli hai yeh baahein
Dekhe yeh nigaahein rasta tera
Zara muskuraake phir se dikha de vohi adaa
Ya to meri yaadon mein
Ya to meri yaadon mein aao na
Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Oh, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Aisi barsaaton mein aao na
Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na, na na na

Kabhi To Nazar Milao

Singer: ADNAN SAMI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--FEMALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

(Humne tumko dekhte hi dil diya
Tum bhi socho tumne humse kya kiya) - 2
Tumne kya kiya, kya kiya
Mera dil na todo, kabhi dil se dil milaa lo
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--MALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

(Dil yeh chaahe teri zulfein choom loon
Sochta hoon aur tumse kya kahoon) - 2
Tumse kya kahoon, kya kahoon
Koi faislaa do, kabhi to gale lagaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2

--FEMALE--
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao

--CHORUS--
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 7

--FEMALE--
(Tumhaare deewane, deewane, deewane)
(Deewane, tumhaare deewane, deewane)
(Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)

Lift Karadey

Singer: ADNAN SAMI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Teri oonchi shaan hai maul
Meri arzi maan le maula
Tu hai sab kuch jaanne waala
Main hoon tera maanne waala
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Teri oonchi shaan hai maula
Meri arzi maan le maula
Tu hai sab kuch jaanne waala
Main hoon tera maanne waala
Bangla motor car dila de
Ek nahin do chaar dila de
Mujhko aeroplane dila de
Duniya bhar ki sair kara de
Kaise kaison ko diya hai
Aise vaison ko diya hai
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Dollar de ya pound de de - 2
Cash de de, check bana de
Dirham-o-dinaar de de
Dollar de ya pound de de - 2
Cash de de, check bana de
Dirham-o-dinaar de de
Koi chhapad phaad maula
Apni jaibain jaad maula
Ab to mujhko maal de de
Aur na ab dhaal de de
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Bangla motor car dila de
Ek nahin do chaar dila de
Kaise kaison ko diya hai
Aise vaison ko diya hai
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Sona de ya chaandi de de - 2
Heere de de, moti de de
Noton ki barsaat kar de
Sona de ya chaandi de de - 2
(Heere de de, moti de de
Noton ki barsaat kar de) - 2
Tune khud hi to kaha hai
Deta hoon jo maangta hai
Kab se banda maang raha hai
Kab se line mein khada hai
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Mujhko aeroplane dila de
Duniya bhar ki sair kara de
Kaise kaison ko diya hai
Aise vaison ko diya hai
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Teri oonchi shaan hai maula
Meri arzi maan le maula
Tu hai sab kuch jaanne waala
Main hoon tera maanne waala
Mujhko bhi to lift kara de
Thodi si to lift kara de
Bangla motor car dila de
Ek nahin do chaar dila de
Mujhko aeroplane dila de
Duniya bhar ki sair kara de

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM) ...