Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film KAHAN SE AAYE BADARVA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aaj Suhaag Ki Raat Chanda Tum Ugiyon

Singer: REKHA RAO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon -
angana mein ugiyon - 2, mandava mein ugiyon
aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon - 2

aaj chaliyon gaanv hamare, tohari galiyaan chhodake - 2
bhul jaiyon, chali aiyon, ??? bagiyaan ???
aaj chaliyon gaanv hamare, tohari galiyaan chhodake

main phulwan ki sidiyaan bichhaayi rakhi - 2
maine motiyan ki bindiyaan sajaayi rakhi
milan ki hai raat chanda - 2, tum ugiyon
aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon

maine dil mein do batiyaan chhupaayi rakhi - 2
maine honton ko sike dabaaye rakhi
khushi ki hai raat chanda - 2, tum ugiyon
aaj suhaag ki raat, chanda tum ugiyon
angana mein ugiyon - 2, mandava mein ugiyon
aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon - 2

Kahaan Se Aaye Badarva, Bairi

Singer: SADHANA SARGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

kahaan se aaye badarva, bairi -
kahaan se aaye badarva......
laaye yaad piya ki - 2, badarva
kahaan se aaye badarva, bairi - 2

pyaasi dharati nain bichhaye - 2
tadap tadap ke (bulaaye badrva - 2)
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......

palakan mein asuvan ki ladiyaan - 2
take raah saajan ki badarva - 2
saajan ki badarva
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......

sukhein honth aur khaali pyaale - 2
roj pukaare (kaare badrva - 2)
kahaan se aaye badarva, bairi
kahaan se aaye badarva......
laaye yaad piya ki - 2, badarva
kahaan se aaye badarva, bairi - 2

Tarpat Tarpat Din Bita Hai

Singer: USTAD ASLAM KHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aa aa aa aa aa....
tarpat tarpat din bita hai - 2
ro ro nain bitaayi ratiyaan - 2
tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2)

dhak dhak dhak mora jiara dhadkein, dhadkein, dhadkein e e e....
dhak dhak dhak mora jiara dhadkein
kaase kahu main (mann ki batiyaan - 2)
tarpat tarpat din bita hai - 2

sukhein sukhein adhar hain pyaase, pyaase, pyaase.....
sukhein sukhein adhar hain pyaase
niras jivan, (nirjal ankhiyaan - 2)
tarpat tarpat din bita hai - 2

kar kar karam thake kar more - 2
bhaag bina bhai?? kaisi gatiyaan - 2
tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2)

pag pag laage thokar pagma, pagma, pagma aa aa aa.....
pag pag laage thokar pagma
har pag par ??? ??? - 2
tarpat tarpat din bita hai - 2
ro ro nain bitaayi ratiyaan - 2
tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2)

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about KAHAN SE AAYE BADARVA ...