Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film KAPAAL KUNDALA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Piya Milan Ko Jaana

Singer: PUNKAJ MULLICK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

piyaa milan ko jaanaa, hahn piyaa milan ko jaana
jag ki laaj, man ki mauj, donon ko nibhaana
piyaa milan ko jaanaa, hahn piyaa milan ko jaanaa

kaante bikharaa ke chaloon, paani dhalakaa ke chaloon (2)
sukh ke liye seekh rakhoon (2)
pahale dukh uthaanaa, piyaa milan ko jaanaa ...

paayal ko baandh ke, paayal ko baandh ke, uthee chubh naag ke
paayal ko baandh ke,
dheere-dheere dabe-dabe paavon ko badhaana
piyaa milan ko jaanaa ...

bujhe diye andheri raat, aankhon par donon haath (2)
kaise kateh kathin baat (2)
chal ke aazmaana, piyaa milan ko jaanaa,
hahn, piyaa milan ko jaanaa, jaanaa
piyaa milan ko jaanaa, jaanaa
piyaa milan ko jaanaa, hahn
piyaa milan ko jaanaa

Posted by: p u r n i m a

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about KAPAAL KUNDALA ...