Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film KHALLAS

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Gohar Lega Ya Laal, Khwaish Toh Lab Se Nikaal

Singer: TARANNUM MALLIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

gohar lega ya laal, khwaish toh lab se nikaal -
ho mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3

mann baag baag ho jaayega, tu paate paate kho jaayega - 2
ji ho jaayega hara hara, hai daal daal ras bhara bhara
tapkega yaar sanbhaal
ha mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3

ha kuchh kachcha kuchh pakka yovan, hai nimbu sa khattapan
ha kuchh kachcha kuchh pakka yovan
chaska leke reh jaayega, paani banke beh jaayega
badlega tera haal
ha mere roop ke mele mein, ek se ek hai maal - 3

Khallas... Jo Bhi Aaya Yahaan Pe Hamesha Arre Woh Toh Huva Khallas...

Singer: TARANNUM MALLIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

koi dil se gaya, mehfil se gay
koi dub gaya, saahik se gaya
jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva
khallaas, khallaas, khalla aa aa aa ...ss
khallaas, ha khallaas....

(pal pal marne se achha hai ji ke dikha
jivan agar zeher bhi hai, toh haskar pi ke dikha) - 2
aaj meri kal hai teri, maut se toh kabhi koi na bacha
jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva
khallaas, ha ha ha khallaas, woh khalla aa aa aa ...ss
khallaas, khallaas....

(duniya ka riwaaj hai yeh, koi kare bhi toh kya
aaye gaye kitane yahaan, koi raha na sada) - 2
badlega na isako koi, chalta rahega yuun kal bhi jahaan
jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva
khallaas, kha kha khallaas
koi dil se gaya, mehfil se gaya
koi dub gaya, saahik se gaya
jo bhi aaya yahaan pe hamesha arre woh toh huva
khallaas, khallaas, khallaa aa aa aa ...ss
khallaas, khallaas, khallaas....

Rab Di Kasam Haay Rab Di Kasam Tu Mera Mehboob Sanam

Singer: UDIT NARAYAN, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

rab di kasam haay rab di kasam tu mera mehboob sanam -
tu hi mera pyaar hai, tu hi dildaar hai - 2
tere bina mera jina dushwaar hai
chaahat meri saat janam tak hogi kabhi na kam
rab di kasam haay rab di kasam tu mera mehboob sanam - 2

ajab sa nasha hai, ajab si khumaari
chaahat mein teri ho mili bekaraari
ho dewaanepan ki yeh haalat hamaari
haar pal dekhu main surat tumhaari
honton par yuun rehte ho, jaise phoolon par shabnam
rab di kasam haay rab di kasam tu mera mehboob sanam - 2

jabse mile ho tum zindagi badal gayi
saare jahaan ki khushiyaan ek pal mein mil gayi
hann saanson mein teri bikhar jaayunga main
nigaahon se dil mein utar jaayunga main
parva nahi abb humko kal ki, khushiya mile ya gum
rab di kasam haay rab di kasam tu mera mehboob sanam - 2
tu hi mera pyaar hai, tu hi dildaar hai - 2
tere bina mera jina dushwaar hai
chaahat meri saat janam tak hogi kabhi na kam

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about KHALLAS ...