Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film KYA LOVE STORY HAI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Deewana Teri Aankhon Ka Main Jaanejaana

Singer: JOY, JOJO

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

do you feel me -
(deewana teri aankhon ka main jaanejaana
deewana teri baaton ka main jaanejaana) - 2
saathiya muh mod ke, na door ja dil todke
nazdik aa sab chod ke jaanejaana
do you feel me - 4

na subhon ka pata, raaton ki khabar
dil ne jab tujhse dil lagaya
kyun koi bhi hasin jachti hi nahi
jismo jaan pe tera jadu chhaaya
tu hi mera pyaar hai, tera intezaar hai
meri jeet haar hai, teri baaahon mein
do you feel me - 4

main, main na main rahoon
tu, tu na tu rahe
saasein meri tujhse aaye jaaye
tu, tu bhi to kabhi bhoole se sahi
mujhpe karde in palkon ke saaye
tu bhi mujhse pyar kar
muijhse aakhein chaar kar
mere intezaar kar, meri raaho mein
do you feel me - 4
(deewana teri aankhon ka main jaanejaana
deewana teri baaton ka main jaanejaana) - 2
saathiya muh mod ke, na door ja dil tod ke
nazdik aa sab chod ke, jaanejaana
do you feel me - 4

Gumsum Hai Dil Mera, Aajkal Gumsum Hai Dil Mera

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaan
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar
gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2
ho kwaabon khayaalon mein, uljhe sawaalon mein, bas dekhe rasta tera
o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar

aankhon mein nind, nindo mein khwaab, khwaabon mein tum mere
dil ke kareeb, dhadkan ke paas rehna mujhe tere
tera saath o tera saath o o o har pal rahe din raat
meri duwaayon mein, meri sadaayon mein, tu mere mann mein basa
o jaana o jaana jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar

woh paas aaye, lab thartharaaye, khaamosh ho jaba
haalat hamaari aakhir mein tumse kaise karu bayaan
ik baar o o o ik baar o o o kehde hai mujhse pyaar
saara jahaan bhulu, main aasmaan chhu loon, ho jaanu bas main tera
o jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2

Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha

Singer: ZUBIN GERG

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunh
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main) - 2
dhundu nishaan - 4 main tera

(kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
yuun mujhse juda kyun hai pata manjil teri) - 2
raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main

(dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain) - 2
haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
dhundu nishaan - 4 main tera

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about KYA LOVE STORY HAI ...