Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film LAAWARIS

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Apni to jaise taise

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Kat jaayegi
Aapka kya hoga janaabe-aali
Aapka kya hoga

Apne aage na peeche
Na koi upar neeche
Apne aage na peeche
Na koi upar neeche
Ronewala
Na koi ronewali janaabe-aali
Aapka kya hoga

Aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain
Aap mooh mangi dua
Hum unsooni faryaad hain

Aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain
Aap mooh mangi dua
Hum unsooni faryaad hain
Woh jinhe sara zamana samjhe laawaris yahan
Aap jaise zaalimon ke zulm ki ijaat hain
Gaali huzur ki to
Lagti duaon jaisi
Gaali huzur ki to
Lagti duaon jaisi
Hum dua bhi de to lage hai gaali
Aapka kya hoga janaabe-aali
Aapka kya hoga hm

Aapke maathe se chhalke jo pasina bhi kahin
Aasma hilne lage aur kaap oothe yeh zameen
Aapka to yeh pasina khoon se bhi keemti
Aur apne khoon ki keemat yahan kuch bhi nahin
Apna to khoon paani
Jeena marna bemaani
Apna to khoon paani
Jeena marna bemaani
Waqt ki har ada hai apni dekhi bhali
Aapka kya hoga janaabe-aali
Aapka kya hoga

Haan apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Apni to jaise taise
Thodi aise ya waise
Kat jaayegi
Aapka kya hoga janaabe-aali
Aapka kya hoga

Apne aage na peeche
Na koi upar neeche
Apne aage na peeche
Na koi upar neeche
Ronewala
Na koi ronewali janaabe-aali
Aapka kya hoga

Jiska koee nahin

Singer: MANNA DEY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

jisakaa koee naheen usakaa to khudaa hain yaar
mai naheen kahataa kitaabon mein likhaa hain yaaro

jisane paidaa kiyaa duniyaan mein wahee paalegaa
hum ko har mod pe, har julm se bachaa legaa
apane bando se kahaa, kab wo judaa hain yaaro

julm insaan kaa jab had se gujar jaataa hai
wo kisee aaur hee soorat mein paas aataa hai
anaginat rup mein wo hum se milaa hain yaaro

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about LAAWARIS ...