Songs from film LEELA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Champai dhoop ke saaye
Singer: SHUBHA MUDGAL
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Champai dhoop ke saay
Aa…aa…aa…
Champai dhoop ke saaye
Baahon mein simat aaye hain
Deheni lage hain shariyano mein
Bada rangeen lagta hai
Phir bhi ghamgheen lagta hain
Chhaaon chhod ke dhoop mein chalna -2
Dhoop sada reheti bhi nahin
Yunhi kabhi toh hota hoga gunaah haseen lagta hai

Dhuaan uthha hai
Singer: JAGJIT SINGH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi -
Aseer roshni baahar nikal rahi hogi
Dhuaan uthha hai kahin aag jal rahi hogi
Ye chaaro aur se aate huwe kayin basti
Jab ek doosre ke jism aake chhute hain
Koyi toh haath mila kar nikal hoga
Kisi ke mod pe manzil badal gayi hogi

Harek roz naya aasmaan khulta hai
Khabar nahin hai ke kal din ka rang kya hoga
Palak se paani gira hai toh usko girne do
Koyi puraani tamanna pighal rahi hogi

Jaag ke kaati saari raina
Singer: JAGJIT SINGH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Eh…eh….na…eh…eh
Jaag ke kaati saari raina -2
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2
(Prem ki agni bujhti nahin hai
Beheti nadiya rukti nahin hai) -2
Saagar tak behete do naina -2
Jaag ke kaati saari raina -2
(Ruhu ke bandhan khulte nahin hai
Daag hai dilke dhulte nahin hai) -2
Karvat karvat baaki raina -2
Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2
Eh…eh…eh na…eh na…eh…na…
Jaag ke kaati saari raina
Jaag ke kaati saari raina -2
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2
(Prem ki agni bujhti nahin hai
Beheti nadiya rukti nahin hai) -2
Saagar tak behete do naina -2
Jaag ke kaati saari raina -2
(Ruhu ke bandhan khulte nahin hai
Daag hai dilke dhulte nahin hai) -2
Karvat karvat baaki raina -2
Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2
Eh…eh…eh na…eh na…eh…na…
Jaag ke kaati saari raina
Jabse qareeb ho ke chale (1)
Singer: JAGJIT SINGH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham -
Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham
Aankho ke deke roshni, gul kar diye charaag -2
Tang aa chuke hain waqt ki is dillagi se ham -2
Achhe bure ke fark ne basti ujaad di -2
Majboor ho ke milne lage har kissi se ham -2

Jabse qareeb ho ke chale (2)
Singer: JAGJIT SINGH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham -
Khud apne aaine ko lage ajnabi se ham
Jabse qareeb ho ke chale, zindagi se ham
Woh kaun hai jo paas bhi hai aur door bhi -2
Har lamha maangte hain kisi ko kisise bhi

Ehsaas ye bhi kam nahin jeene ke waaste -2
Har dard jee rahe hain tumhaari khushi se ham -2
Kuch door chalke raaste sab ek se lage -2
Mil lega kisi se milaaye kisi se ham -2
Kis mod par haiyaat ne pahoncha diya hamein -2
Naaraaz hai ghamon se na khush hai khushi se ham

Kaanha teri baasuri
Singer: FALGUNI PATHAK, K.K., DEV CHOUDHARY, KARSAN SARGATHIA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Karsan: Eh…eji re…eh…
Falguni: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana -2
Falguni: Aur bhi hai gopiyaan tu mohe na sataana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
K.K.: Hey…ho…eh haalo
Falguni: Raadha ka haal dekhi darrta hai mora jiya
Meera huwi baawri bas, karti hai piya piya
Haay mar jaaungi tu mohe na lubhaana
Kaanha teri baasuri le jaaye meri jaana
Dev: Ho…maati ki gagar teri, ghat ghat tod gaya
Tune kitna chhupaaya, woh maakhan chor gaya
Hey…ho…
Falguni: Neendein churaake meri, tune aaraam kiya
Sakhiya hase mori, mohe badnaam kiya
Dev & Falguni: Bholi bhaali ankhiyaan hai, tu toh hai saiyaani
Bholi bhaali ankhiyaan hai
Chorus: Maaro helo saambhado jee
Ho jee re maaro helo saambhado jee
Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee

K.K.: Nigode naina teri aur bas kheenche chale
Saawre sapne saje, saawri saanj dhhale
Eh…ho…
Falguni: Raat mein rang bhare rang se kaise bachu
So gaya Gokul saara, naach ke main na thaku
Falguni & K.K.: Maiya Yashoda tu hi mujhe bachaana
Falguni: Haan mujhe bachaana
Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
With K.K.: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
Karsan: Hey…kaho maasi gaati thi, eh maasi maa thi
Jeet lagaati, rang laati, mandir mahel aati
Sab eh suhaati, medar khaati gajgaati
Birhe jal jaati neend na aati, likh na paati moraari
Kahe raadhe pyaari main balihaari
Gokul aawo giridhaari eh jee re gokul aawo
Giridhaari eh jee re gokul aawo giridhaari
Eh…ubhi ubhi aambla kare re pukaar
Sobhe te ramta phirne kaane gyo awaaj
Maaro helo saambhado jee
Oh jee re maaro helo saambhado jee
Chorus: Helo saambhado jee, ho jee re
Maaro helo saambhado jee
Karsan: Hey…taaru gokudiyu gamtu nathi…jee re
Ane oli jamuna ena te bahu khaali chhe
Pan maara waala…maara waala aawe re
Eh te to sijne karaavya shaamda

Maavaan te tiyaan
Singer: JASPINDER NARULA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Maavaan te tiyaan ral bethhiya ni maaye koyi kar diya galadiyaan -
Ni kanka lamiyaan tiyaan kyun jamiya ni maaye
Mandara je boleya aaj maaf kare maaye saathon hoya khataawaan badiyaan

Ho baabul da saaya ena veer pya sirte ankhiyaan tak diyaan ra
Nazare je aawe teri ambadi da jaaya mere saa wich aawe sa
Ni gad ka lamiyaan tiya kyun jamiya ni maaye
Apni chubaare te main kheda gitiyaan-2
Maarda guandiyaan da munda sittiyaan…
Ambadi je takeya hoy ambadi je takeya te paan sutdu
Vaal vaal kar chhadu meri gutnu -2
Apni chubaare te main kheda gitiyaan
Maarda guandiyaan da munda sittiyaan……hoy!

Maavaan te tiyaan ral bethhiya ni maaye koyi kar diya galadiyaan -2

Aa…ho…aa…aa…

Tere khayaal ki
Singer: JAGJIT SINGH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain -
Tere khayaal ki aab-o-hawa mein jeete hain
Khumaar-e-gham hai, mahekti fiza mein jeete hain
Bade itafaak se milte hain milne waale mujhe -2
Woh mere dost hai, teri wafa mein jeete hain

Firaaq-e-yaar mein saanson ko rok ke rakhte hain -2
Harek lamha guzarti qaza mein jeete hain

Na baat poori huwi thi, ke raat toot gayi -2
Adhure khwaab ki aadhi saza mein jeete hain

Tumhaari baaton mein koyi masiha basta hai -2
Haseen labon se barasti shabha mein jeete hain

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about LEELA ...