Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film LOC

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Khaamosh Hai Jo Ye Vo Sadaa Hai
Vo Jo Nahin Hai Vo Kah Rahaa Hai
Saathiyon Tumko Mile Jeet Hi Jeet Sadaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Kal Parvaton Pe Kahin Barsi Thi Jab Goliyaan
Ham Log The Saath Mein Aur Hausle The Javaan
Ab Tak Chattaanon Pe Hain Apne Lahoo Ke Nishaan
Saathi Mubaarak Tumhein Ye Jashn Ho Jeet Kaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Kal Tumse Bichhadi Huee Mamtaa Jo Phir Se Mile
Kal Phool Chehraa Koi Jab Tumse Milke Khile
Kal Tumse Bichhadi Huee Mamtaa Jo Phir Se Mile
Kal Phool Chehraa Koi Jab Tumse Milke Khile
Paao Tum Itni Khushi Mit Jaayein Saare Gile
Hai Pyaar Jinse Tumhein Saath Rahe Vo Sadaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Jab Aman Ki Baansuri Goonje Gagan Ke Tale
Jab Dosti Kaa Diyaa In Sarhadon Pe Jale
Jab Bhool Ke Dushmani Lag Jaaye Koi Gale
Jab Saare Insaano Kaa Ho Ek Hi Kaafilaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Jaao Jo Laut Ke Tum Ghar Ho Khushi Se Bharaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa
Bas Itnaa Yaad Rahe Ek Saathi Aur Bhi Thaa

Khush Rahnaa

Singer: ROOPKUMAR RATHOD

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Ho Mere Liye Tum Pareshaan Kyun H
Meri Chintaa Mein Tum Hairaan Kyun Ho
Ab Maan Lo Meraa Kahnaa O Ho Ho
Main Achchhaa Hoon Main Theek Hoon
Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa Khush Rahnaa
Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa
Main Achchhaa Hoon Main Theek Hoon
Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa

Jaaoon Kahin Bhi Rahoon Kahin Main
Pal Bhar Tumse Door Nahin Main
Jaaoon Kahin Bhi Rahoon Kahin Main
Pal Bhar Tumse Door Nahin Main
Tumne Mujhe Jab Yaad Kiyaa Hai Jab Jab Meraa Naam Liyaa Hai
Mujh Tak Vo Aavaaz Hai Aayee Khushboo Tumhaari Saath Hai Laayee
Samjho Agar To Sach Kahtaa Hoon Tumko Yahaan Se Chhoo Saktaa Hoon
Ham Hai Itne Paas To Phir Kyun Doori Ke Dukh Sahnaa Sahnaa
Main Achchhaa Hoon Main Theek Hoon
Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa

Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Tum Jo Vahaan Ho Main Jo Yahaan Hoon Iski Vajah Kyaa Tumko Bataaoon
Tum Jo Vahaan Ho Main Jo Yahaan Hoon Iski Vajah Kyaa Tumko Bataaoon
Maan Dharti Ko Jo Hai Maanaa Maine Itnaa Hi Jaanaa Hai
Is Aanchal Par Aanch Na Aaye Sadaa Tirangaa Hi Lahraaye
Dil Mein Hai Jinke Beimaani Unko Baat Hai Ye Samjhaani
Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Dhum Ta Na Dhum Ta Na Dhin Ta Na De Re Na
Na To Himaalay Kabhi Jhukegaa Na Gangaa Chhodegi Bahnaa
Na To Himaalay Kabhi Jhukegaa Na Gangaa Chhodegi Bahnaa
Laut Ke Aaoon Ya Nahin Aaoon Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa
Tumhein Qasam Hai Tum Khush Rahnaa

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about LOC ...