Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film LOVE IN NEPAL

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Bolo Kyaa Khayaal Hai

Singer: SONU NIGAM & SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hey Hey Hey He
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam

Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi
Tum Ho Meri Jaan Meri Aashiqi
Tum Se Hai Javaan Meri Aashiqi
Apne Dil Ko Thaam Loon Jab Tumhaaraa Naam Loon
Kyaa Karoon Dil Meraa Behaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Hai Ajab Si Beqaraari Aajkal
Dooriyaan Sahi Na Jaaye Ek Pal
Khvaab Ho Naseeb Ho Tum Mere Qareeb Ho
Ho Ke Judaa Rahnaa Muhaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai
Hey Hey Hey
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ishq Deevaanaa Hai Tumko Chaahaa To Jaanaa Sanam
Ab Yaar Ke Binaa Jeenaa Badaa Dushvaar Hai
Meraa Nahin Dil Kaa Ye Savaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Bolo Kyaa Khayaal Hai
Mujhko Tumse Pyaar Hai

Ek Anjaan Ladaki Se

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

La La La La La La La La La La L
La La La La La La La La La La La La La La
Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey Hey
Aa Haa Haa Aa Haa La La La La La La La La La

Ek Anjaan Ladaki Se Milke Zindagi Aur Bhi Khoobsoorat Hui
Ek Anjaan Ladaki Se Milke Zindagi Aur Bhi Khoobsoorat Hui
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Us Se Pahli Nazar Mein Mohabbat Hui

Kitnaa Tanhaa Thaa Kitnaa Akelaa Thaa Main
Uske Aate Hi Jaise Bahaar Aa Gayee
Meri Palkon Mein Khvaabon Ke Gulshan Khile
Meri Palkon Mein Khvaabon Ke Gulshan Khile
Dhadkanon Pe Meri Bekhudi Chhaa Gayee
Vo Meraa Pyaar Hai Pahlaa
Vo Meraa Chain Vo Meri Ab Zaroorat Hui
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Us Se Pahli Nazar Mein Mohabbat Hui
Ek Anjaan Ladaki Se Milke Zindagi Aur Bhi Khoobsoorat Hui
Uski Yaadon Mein Khoyaa Rahoon Raat Din
Vo Hanse To Meraa Dil Machalne Lage
Uski Zulfein Ude In Fizaaon Mein To
Uski Zulfein Ude In Fizaaon Mein To
Aashiqi Kaa Ye Mausam Badalne Lage
Vo Hasin Naazneenaa To Meri Khvaahish Vo Meri Ab Chaahat Hui
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Ho Gaye Poore Armaan Dil Ke
Us Se Pahli Nazar Mein Mohabbat Hui
Ek Anjaan Ladaki Se Milke Zindagi Aur Bhi Khoobsoorat Hui

Katraa Katraa

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Pighal Rahaa Hai Meraa Bada
Katraa Katraa

Pighal Rahaa Hai
Ye Ye Ye Ye Yeah Yeh Baby
Ye Ye Ye Ye Yeah
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Khatraa Khatraa Khatraa Khatraa
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa

Pighal Rahaa Hai O O O O Yeah Meraa Badan
Pighal Rahaa Hai O O O O Yeah Meraa Badan
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa
Chubhan Ho Rahi Hai Ye Havaa Sard Hai
Bataaoon Kyaa Tujhe Ke Kahaan Dard Hai
Sholon Ko Na Yun Bhadkaao Aise Na Mujhko Tadpaao
La La La La La La
Sulag Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Khatraa Khatraa Khatraa Khatraa
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa

Mazaa Le Le Tu Bhi Is Hasin Raat Kaa
Khadaa Door Kyun Hai Aa Mere Saath Aa
Gori Gori Baanhein Meri Chaahein Tujhko Aahein Meri
La La La La La La
Tadap Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Ab Is Umr Mein Hai Har Ghadi
Khatraa Khatraa Khatraa Khatraa
Pighal Rahaa Hai Meraa Badan
Katraa Katraa Katraa Katraa

Love In Nepal

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Love In Love In Love In Love In Love I
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Hey Hey
Aan Kisi Ki Jaane Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Ho Jaan Kisi Ki Jaane Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Sheeshe Kaa Khilonaa Dil Kahin Toote Nahin
Khaao Ye Qasam Khaao Saath Ye Chhoote Nahin
Badaa Hi Deevaanaa Hai Dilbar Roothe Nahin
Husn Ki Duniyaa Ko Kahin Koi Loote Nahin
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal

Roshan Hai Jahaan Mein Chehre Kaa Ujaalaa
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Jaadoo Kar Gayaa Hai Mausam Jaadoo Vaalaa
Hun Chain Kisi Kaa Khone Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Jhuki Jhuki Palkon Mein Khvaab Mahaktaa Hai
Dheemi Dheemi Rut Mein Bhi Sholaa Saa Bhadaktaa Hai
Khuli Khuli Zulfon Kaa Rang Chamaktaa Hai
Aise Nazaron Se Man Kyun Bahaktaa Hai
Jaan Kisi Ki Jaane Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal

O O O
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Raatein Badgumaan Hain Qaatil Hain Nigahen
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Dhoondhe Jaane Kisko Pyaasi Pyaasi Baanhen
Hans Ke Koi Rone Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Thodaa Thodaa Sach Bhi Hai Tho.Daa Saa Fasaanaa Lage
Koi To Farebi Dikhe Koi To Deevaanaa Lage
Andekhaa Chehraa Deevaanaa Pahchaanaa Lage
Jhadi Jhadi Aankhon Kaa Sapnaa Suhaanaa Lage
Jaan Kisi Ki Jaane Ko Hai Pyaar Kisi Se Hone Ko Hai
Sheeshe Kaa Khilonaa Dil Kahin Toote Nahin
Khaao Ye Qasam Khaao Saath Ye Chhoote Nahin
Badaa Hi Deevaanaa Hai, Dilbar Roothe Nahin
Husn Ki Duniyaa Ko Kahin Koi Loote Nahin
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
Love In Love In Love In Love In Love In
Love In Love In Love In Nepal
O Love In Nepal

Suttaa Maar Le

Singer: SONU NIGAM & HEMA SARDESAI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Suttaa Suttaa Sutta
O O O Ho O Ho Haan Haan Haan Haan
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Jhoomenge Masti Mein Har Dard Kam Hogaa
Haan Dil Mein Dhuein Ko Utaar Le
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Maar Le Maar Le
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Jhoomenge Masti Mein Har Dard Kam Hogaa
Haan Dil Mein Dhuein Ko Utaar Le
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Maar Le Maar Le Ho Yeah
Haan O Yeah Haan O Yeah

Raat Gazab Ki Aayee Hai Bekhudi Si Chaai Hai
Raat Gazab Ki Aayee Hai Bekhudi Si Chaai Hai
Haan Pyaasi Main Pyaasaa Tu Kaisaa Hai Ye Jaadoo
Badhti Hai Chingaari Jal Jal Ke Main Haari Aa
Mere Yaar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Mere Yaar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Hey Maar Le Maar Le Hey
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Suttaa Suttaa
Maine To Dil Ko Rokaa Hai Pyaar Mohabbat Dhokhaa Hai
Maine To Dil Ko Rokaa Hai Pyaar Mohabbat Dhokhaa Hai
Qisse Hain Baatein Hain Jhoothe Sab Naate Hain
Khvaabon Mein Kho Jaa Tu Deevaani Ho Jaa Tu Ey
One More Time
Mere Yaar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Mere Yaar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Maar Le Maar Le
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Na Koi Dar Hogaa Na Koi Gham Hogaa
Jhoomenge Masti Mein Har Dard Kam Hogaa
Haan Dil Mein Dhuein Ko Utaar Le
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Suttaa Maar Le Maar Maar Maar Maar Maar Maar
Maar Le Maar Le
Suttaa

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about LOVE IN NEPAL ...