Songs from film LOVE IN TOKYO
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aaja Re Aa Zara
Singer: MOHD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Aaja Re Aa Zar
Lehra Ke Aa Zara
Aankhon Se Dil Mein Samah
Aaja Re Aa Zara...
Dekh Fiza Mein
Rang Bhara Hai
Mere Jigar Ka
Zakhm Hara Hai
Seene Se Mere
Sar Ko Laga De
Haath Mein Tere
Dil Ki Dava Hai
Aaja Re Aa Zara...
Upna Sulagna
Kisko Dikhaaoun
Saans Ke Toofan
Kaise Chhupaaoun
Aankhen Kya Kya
Dekh Rahi Hain
Dil Pe Ko Guzre
Kaise Bataaoun
Aaja Re Aa Zara...
Tere Bhi Dil Mein
Aag Lagi Hai
Mere Bhi Dil Mein
Aag Lagi Hai
Dono Taraf Hai
Ek Si Haalat
Dono Dilon Par
Bijli Giri Hai
Aaja Re Aa Zara
Lehra Ke Aa Zara
Aankhon Se Dil Mein Samah
Aaja Re Aa Zara...
Lehra Ke Aa Zara
Aankhon Se Dil Mein Samah
Aaja Re Aa Zara...
Dekh Fiza Mein
Rang Bhara Hai
Mere Jigar Ka
Zakhm Hara Hai
Seene Se Mere
Sar Ko Laga De
Haath Mein Tere
Dil Ki Dava Hai
Aaja Re Aa Zara...
Upna Sulagna
Kisko Dikhaaoun
Saans Ke Toofan
Kaise Chhupaaoun
Aankhen Kya Kya
Dekh Rahi Hain
Dil Pe Ko Guzre
Kaise Bataaoun
Aaja Re Aa Zara...
Tere Bhi Dil Mein
Aag Lagi Hai
Mere Bhi Dil Mein
Aag Lagi Hai
Dono Taraf Hai
Ek Si Haalat
Dono Dilon Par
Bijli Giri Hai
Aaja Re Aa Zara
Lehra Ke Aa Zara
Aankhon Se Dil Mein Samah
Aaja Re Aa Zara...
Jaapan Love In Tokyo
Singer: MOH. RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
jaapaan love in tokyo -2
le gayi dil gudiya jaapaan ki -2
paagal mujhe kar diya -2
jaapaan love in tokyo ...
ye to shahar mastaana jiska andaaz maashooqaana
deta hai pyaar ka paimaana karta hai sabko deewana -2
le gayi dil ...
dekho vo gori-gori raahen hamko ishaare se bulaayen
kitni rangeen hain fizaayen jaapaani pariyaan muskaraayen -2
le gayi dil ...
naache har mod par jawaani kehti hai pyaar ki kahaani
aayi vo kaibare ki raani jiski ada mein zindagaani -2

Koi Matwala Aaya Mere Dwaare
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
koi matvaala aaya mere dwaare
akhiyon se kar gaya ajab ishaare
koi matvaalaa, aaya mere dwaare ...
kya mann uske main kya jaanu
chhaliya ko main kya pehachaanu
jaane kyon mera naam pukaare
aa...
koi matvaara aaya mere dwaare ...
jab se gaya hai bhola bachpan
akhiyaan chanchal, natkhat hai mann
ab nahi kuch bhi bas mein hamaare
aa...
koi matavaara aaya mere dwaare ...
akhiyon se kar gaya ajab ishaare
koi matvaalaa, aaya mere dwaare ...
kya mann uske main kya jaanu
chhaliya ko main kya pehachaanu
jaane kyon mera naam pukaare
aa...
koi matvaara aaya mere dwaare ...
jab se gaya hai bhola bachpan
akhiyaan chanchal, natkhat hai mann
ab nahi kuch bhi bas mein hamaare
aa...
koi matavaara aaya mere dwaare ...
Mujhe Tum Mil Gaye
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
muze tum mil gaye humadam sahaaraa ho to ayesaa h
jidhar dekhoo udhar tum ho, najaaraa ho to ayesaa ho
kisee kaa chaand saa cheharaa, najar se choom letee hoo
khushee kee intahaa ye hai, nashe mein zoom letee hoo
huyee takadeer bhee roshan sitaaraa ho to ayesaa ho
meree aankho mein aansoo hai, magar aansoo khushee ke hai
kise chhodoo, kise paa loo, ye rishte jindagee ke hai
humei to naaj hain tum par, humaaraa ho to ayesaa ho
udhar dil hai, idhar jaan hai, badee mushkil kaa saamaan hai
labon par muskuraahat hai, magar saanso mein tufaan hai
ye main jaanoo, yaa tum jaano, ishaaraa ho to ayesaa ho

O Mere Shaah-E-Khooban
Singer: MOH. RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
o mere shaah-e-khoobaan, o meri jaan-e-janaana
tum mere paas hote ho, koi doosra nahi hota
kab khayaalon ki dhoop dhalti hai
har kadam pe shama si jalti hai
mera saaya jidhar bhi jaata hai
teri tasveer saath chalti hai
o mere shaah-e-khoobaan ...
tum ho sahara mein tum gulistaan mein
tum ho zarron mein tum bayaanbaan mein
main ne tum ko kahaan kahaan dekha
choop ke rahate ho tum rag-e-jaan mein
o mere shaah-e-khoobaan ...
meri aankhon ki justaju tum ho
iltaja tum ho aarzu tum ho
main kisi aur ko to kya jaanu
meri ulfat ki aabaru tum ho
o mere shaah-e-khoobaanthreedots

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about LOVE IN TOKYO ...