Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film LOVE KE LIYE KUCH BHI KAREGA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Rama Rama-remix

Singer: ASHA BHOSLE, SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Rama Rama Rama Ram
Rama Rama Rama Rama
Woh Hota Hai Woh Jo Bas Ho Jata Hai
Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Woh Hota Hai Woh Jo Bas Ho Jata Hai
Are Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Humko Ji Woh Ho Gaya Hay
Are Humko Ji Woh Ho Gaya Hay Rama Rama
Rama Rama Rama Rama
Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Are Chupke Chupke Aise Gul Ho Jata Hai
Are Apna Ji Gul Ho Gaya Hay Rama Rama
Rama Rama Rama Rama Hay Rama Rama

Mastana Kadmo Ko Rasta Judaa Lage
Har Pathar Ka Chehra Jaise Khudaa Lage
Mastana Kadmo Ko Rasta Judaa Lage
Har Pather Ka Chehra Jaise Khudaa Lage
Dekho To Naadani Hai
Samjo To Rumaani Hai
Jhoota Sa Yeh Pal
Sacchha Kaise Ho Gaya Hay Rama Rama
Sachcha Kaise Ho Gaya Hay Rama Rama
Woh Hota Hai Woh Jo Bas Ho Jata Hai
Hay Hota Hai Na Jis Mein Kuch Ho Jata Hai
Apna Ji Woh Kho Gaya
Are Chupke Se Gul Ho Gaya
Humko Ji Woh Ho Gaya
Hay Rama

Socho Kya Karogi

Singer: K.K. AND ASHA BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling - 2
Jab apne kadmon mein hoga saara jahan

--FEMALE--
Ho, badal ho takiye se gadda yeh aasmaan

--MALE--
Chaand pe jaana hai

--FEMALE--
No, no, usse yahan laana hai
Junglon mein sher ko sher padke sunaana hai

--MALE--
Hoga jo bhi farmaaogi
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling

--FEMALE--
Jaisa tum kahoge, vaisa hi karegi darling

Ae darling
La la la, la la la la la la - 2

--MALE--
Socho ke panchhi hamaari kahaani hai gaate
Arre dekho parbat bhi raahon mein hai sar jhukaate

--FEAMLE--
Bas ek khwaab doon, har ek desh hai

--MALE--
America jaana hai

--FEMALE--
No, no, vahan zamaana hai
Rus ki baraf se Africa sehlaana hai

--MALE--
Hoga jo bhi tum chaahogi
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling

--FEMALE--
Jaisa tum kahoge, vaisa hi karegi darling darling darling

Socho saahil pe saagar ki lehre bulaaye
Arre dekho, pedon ki shaakhe bhi jula julaaye

--MALE--
Is bauchhaar mein har boond hai teri

--FEMALE--
Haan, baarishon mein nahaana hai

--MALE--
Baarishe to bahaana hai
Zindagi nichodke khushiyon mein doob jaana hai
Kya tum bhi saath aaogi
Na na na na na na, na na na na na darling
Socho kya karogi, bolo kya karogi darling

--FEMALE--
Jab apne kadmon mein hoga saara jahan
Badal ho takiye se gadda yeh aasmaan

--MALE--
Chaand pe jaana hai

--FEMALE--
No, no, usse yahan laana hai
Junglon mein sher ko ko ko
Sher padke sunaana hai hai hai

--MALE--
Hoga jo bhi farmaaogi

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about LOVE KE LIYE KUCH BHI KAREGA ...