Songs from film LOVING GAZALS - PANKAJ UDHAS
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aasman Kaali Kaali Ghata
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Aasaman kaali kaali ghata de gaya -
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasaman kaali kaali ghata de gaya
Ishq tujh jaisa dushman sabhi ko mile - 3
Markar zindagi ka pata de gaya - 2
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasaman kaali kaali ghata de gaya
Chaand mera na khushboo na baadal mere - 3
Aapko kaun mera pata de gaya - 2
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasaman kaali kaali ghata de gaya
Meri aankhon mein hai usaka chehara jafar - 3
Mere haathon mein jo aaina de gaya - 2
Aap aaye to mausam maza de gaya
Aasaman kaali kaali ghata de gaya - 2

Chalta Phirta Taj Mahal
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Shaam ki laali raat ka kaajal -
Subah ki taqdeer ho tum
Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum - 2
Shaam ki laali raat ka kaajal
Subah ki takadir ho tum

Saanson mein satlaj ki leharein tat chhu lene ko betaab - 2
Gaalon mein gehoon ki khushboo (ghunghat mein saara Punjaab) - 2
Roopmati ek baat batayo kis raanjhe ki hir ho tum

Har khushboo har rang tumhise tumase mausam mausam hai - 3
Is bikhari bikhari duniya mein (ye rishata bhi kya kam hai) - 2
Main hoon ghar ka sannata baatein karati tasbir ho tum

Jisake roop ka saaya dole champa par chameli par - 2
Usha sajada karane utare (jisaki laal hatheli par) - 2
Us dil ki kya kismat hogi jis dil ki jaangir ho tum

Chalta phirta taj mahal saans leta Kashmir ho tum - 3

Hum Jaise Tanha
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jo puchhata hai koi surkh kyon hai aaj aankhen
To aankh malke main kehta hoon raat so na saka
Hazaar chaahu magar ye na keh sakunga kabhi
Ke raat rone ki khwahish thi magar ro na saka
Hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskaana kya - 2
Jab chaahanewala koi nahi - 2 phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskaana kya
Sau rang mein jisko socha tha, sau roop mein jisko chaaha tha - 2
Sau roop mein jisko chaaha tha
Wo jaane ghazal to rooth gayi ab uska haal sunaana kya - 2

Aawaaz kisiko de lekin ek naam tumhara honton par - 2
Ek naam tumhara honton par
Har shakal se ubharo tum hi tum yu khud ko magar behalaana kya - 2
Jab chaahanewala koi nahi - 2 phir jeena kya marr jaana kya

Raaaton ka safar hai din ke liye aur dil mein tamanna raaton ki - 2
Aur dil mein tamanna raaton ki
Jab paon mein raaste kho jaaye phir rukna kya ghar jaana kya - 2
(Jab chaahanewala koi nahi - 2 phir jeena kya mar jaana kya
Hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskaana kya) - 2

Jis Din Se Juda Woh Hamse Huye
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Woh mera rounake mehfil kahaan hai meri bijali mera haasil kahaan ha
Mukaam uska hai dil ki khalbaton mein khuda jaane mukaame dil kahaan hai
Jis din se juda woh hamse huye (is dil ne dhadakna chhod diya) - 2
Hai chaand ka mooh utaraa utaraa (taaron ne chamakna chhod diya) - 2
Woh paas hamaare rehte the berut bhi bahaar aa jaati thi - 2
(Ab lakh bahaare aaye to kya) - 2 (phoolon ne mehakana chhod diya) - 2
Hai chaand ka mooh utara utara taaron ne chamakana chhod diya
Is dil ne dhadakna chhod diya
Humarah koi saathi bhi nahi ab yaad koi baaki bhi nahi - 2
(Ab phool khile jakhamo ke kya) - 2 (aankhon ne barasana chhod diya) - 2

Humane ye duva jab thi maangi takdir badal de ye maalik - 2
(Aawaaz aayi ki ab hamane) - 2 (takdir badalana chhod diya) - 2
Hai chaand ka mooh utara utara (taaron ne chamakana chhod diya) - 2
(Jis din se juda woh hamase huye (is dil ne dhadakana chhod diya) - 2) - 2

Kabhi Aansu Kabhi Khushboo
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(Kabhi aansu kabhi khushboo kabhi nagama bankar -
Hamse har shaam mili hai tera chehra bankar) - 2
Kabhi aansu kabhi khushboo kabhi nagama bankar
Chaand nikala hai teri aankh ke aanso ki tarah - 2
Phool mehake hai teri zulf ka saaya banakar - 2
Hamase har shaam mili hai tera chehara bankar
Kabhi aanso kabhi khushboo kabhi nagama bankar
Dil ke kaagaz pe tu utarata hai tu sheron ki tarah - 2
Mere honton pe chamakata hai tu nagama banakar - 2

Mera kya haal hai ye aa ke kabhi dekh to le - 2
Ji raha hoon tera bhoola huva waada banakar - 2

Kabhi aanso kabhi khushboo kabhi nagama bankar - 2

Kabhi Doisti Kahenge Kabhi Berukhi Kahenge
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kabhi dosti kahenge kabhi berukhi kahenge -
Jo milega koi tujhasa use zindagi kahenge
Kabhi dosti kahenge kabhi berukhi kahenge
Tera dekhana hai jaadu teri guftgu hai khushboo - 2
Teri guftgu hai khushboo
Jo teri sada mein chamake use roshani kahenge - 2

Naye raasaton pe chalana hai safar ki shart warana - 3
Hai safar ki shart warana
Tere saath chalanewale tuzhe ajanabi kahenge - 2

Hai udas shaam raashid nahi aaj koi kaasid - 2
Nahi aaj koi kaasid
Jo payam usaka laaye use chaandani kahenge - 2
(Jo milega koi tujhasa use zindagi kahenge
Kabhi dosti kahenge kabhi berukhi kahenge) - 2

Kaise Likhoge Mohammat Ki Kitaab
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kaise likhoge mohabbat ki kitaab -
Tum to karane lage pal pal ka hisaab
Kaise likhoge mohabbat ki kitaab
Kis jagah pyaas buzaane aaye - 2
Ke jahaan zehar na paani na sharaab - 2
Tum to karane lage pal pal ka hisaab
Kaise likhoge mohabbat ki kitaab
Khushq patton ka mukkadar lekar - 2
Aag ke shehar mein rehata hoon janaab - 2
Tum to karane lage pal pal ka hisaab
Kaise likhoge mohabbat ki kitaab
Zindagi tujhako samazate kaise - 2
Tere chehare pe hai sadiyon ki naqaab - 2
Tum to karane lage pal pal ka hisaab
Kaise likhoge mohabbat ki kitaab - 2

Nayi Nayi Aankhen Hon
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Nayi nayi aankhen hon to har manjar achha lagta hai -
(Kuchh din shehar mein ghumein) - 2 lekin ab ghar achha lagta hai
Nayi nayi aankhen hon to har manjar achha lagta hai
Milne julne waalon mein to sabhi apane jaise hain - 2
Jisase ab tak mile nahi woh aksar achha lagta hai - 2
Kuchh din shehar mein ghumein lekin ab ghar achha lagta hai

Mere aangan mein aaye ya tere sar par chot kage - 3
Sannaton mein bolanewala pathhar achha lagta hai - 2

Hamne bhi sokar dekha hai naye puraane sheharon mein - 2
Jaisa bhi hai apane ghar ka bistar achha lagta hai - 2

Tum Sare Aam Mulakat Se Darte Kyon Ho
Singer: PANKAJ UDHAS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Tum sareaam mulaakaat se darte kyon ho -
Ishq karte ho to haalaat se darte kyon ho - 2
Tum sareaam mulaakaat se darte kyon ho
Ye bataaon to zara mera khayal aate hi - 2
Din se ghabaraate ho tum raat se darte kyon ho - 2
Ishq karte ho to haalaat se darte kyon ho
Tum sareaam mulaakaat se darte kyon ho
Tum to kehate ho tumhe mujhase mohabbat hi nahi - 2
Phir judaai ke khayaalaat se darte kyon ho - 2

Mujhase khud aa ke lipat jaana sanmbhalkar hatna - 2
Tez hoti hui barsaat se darte kyon ho - 2

Tum sareaam mulaakaat se darte kyon ho - 2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about LOVING GAZALS - PANKAJ UDHAS ...