Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film MAALTI MADHAV

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Baandh Priti Phuul Dor

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

baandh priti phuul dor, man leke chitcho
duur jaana naa, duur jaana na

man ki kivaad khol, mita mere anamol
bhuul jaana naa, bhuul jaana na

kaise sahuun vichhohan, man mein rama hai mohan
ruuth jaana naa, ruuth jaana na

Koi Bana Aaj Apana

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

koyi bana aaj apana -

sukh mein aankhein band ho rahi
khule hriday ke dvaar
do man milakar ek huye hain
do do naina chaar - 2
chaar nain dekhein hil mil kar
ek madhur sapana

bana aaj apana

chaar charan par paanch ek hai
chaar agar do baat
ek git mein bandhati jaati
chaar chaandani raat - 2
madhur prit ki phulmaala par
praan naam japana

bana aaj apana

prem hindola jhuulein hil mil
ek qadam ?????
naache rut chham chham ke
bhare bahan mein bahan - 2
baar baar nainon ka milana
palakon ka jhapana

bana aaj apana

Main Yauvan Ban Ki Kali

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

o
main yauvan ban ki kali, o o
mujhe kali se phool bana de
priti pavan baha chali, o o~
main yauvan ban ki kali

ulajh ulajh jaata kyon achala - 2
???????
chupake se aake anjaane
mukh par laali mali

main yauvan ban ki

puuchh rahe panchhi kit jaati
kisake hit aramaan banaati - 2
kaise kah duun main
priya se milane nikali - 2

main yauvan ban ki

jab main unaki ho jaauungi - 2
dhan aanand mein kho jaauungi - 2
luk chhup kheluungi badali mein - 2
ban ban ke bijali

main yauvan ban ki

Man Mein Mere Angaare Hain

Singer: LATA, SUDHIR PHADKE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

chhabi teri madhur madhur pyaar
par aansuu mere haare hain
nainon se bahe jal ki dhaara
man mein mere angaare hain
man mein mere angaare hain - 3

su: aasha ke palav suukh gaaye
aasha ke palav suukh gaaye
kumhalayi sapanon ki kaliyaan
kal milan murali ka baagi jahaan
suuni man madhuban ki galiyaan
suune nainon ke gagan bich
ye aansuu bhor ke taare hain
man mein mere angaare hai

man mein mere angaare hain

jab chaah na puuri honi thi
jab chaah na puuri honi thi
di chaah milan ki kyon man ko
yuun jina hai to jine ka
adhikaar diya kyon jivan ko
kab ghadi milan ki aayegi
ye vikal praan path haare hain
man mein mere angaare hain

man mein mere angaare hain

Man Saunp Diya Anjaane Mein

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

man saunp diya anjaane mein -
anjaane mein, anjaane mein - 2

nainon ne daras ras kiya paan
kar diya palak mein hriday daan - 2
ek jhalak mein baandhe nainon se praan - 2
kitana sukh hai bandh jaane mein - 2
man saunp diya

aankhon ko kya ho gaya aaj
hai path mein ataki bina kaaj - 2
pag pag par inako baraje laaj - 2
ye aati nahin bahalaane mein - 2
man saunp diya

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about MAALTI MADHAV ...