Songs from film MAIN AAWARA HOON
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Kisi Ki Bewafaai Ka
Singer: UNKNOWN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti ha
Kisi ki bewafaai ka sabab ban jaaya karti hai
Mohabbat hi judaai ka
Mohabbat hi judaai ka sabab ban jaaya karti hai

Puraane log chehre par naya chehra laga aaye

Mile gairon se haske apno se milte haya aaye
Haya bhi behayaai ka
Haya bhi behayaai ka sabab ban jaaya karti hai

Bachaya hai humaari muglasi ne hum fakiron ko

Bohat nazdeek se dekha hai humne kuch amiron ko
Yeh daulat har buraayi ka
Yeh daulat har buraayi ka sabab ban jaaya karti hai

Bane na baat jab koyi to koyi kuch kahe kaise

Jo kuch kehna zaroori ho to insaan chup rahe kaise
Yeh chup dil ki duhaayi ka
Yeh chup dil ki duhaayi ka sabab ban jaaya karti hai

Posted By : Mastani Laila

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about MAIN AAWARA HOON ...