Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film MAINE DIL TUJHKO DIYA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aaja Ve Saajan

Singer: ALKA YAGNIK, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Taaro Se Teri Mang Sajegi Meri Behna Dulhan Banegi
Mujhko Pata Hai Woh Aayega Teri Doli Le Jaaegya
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Pheeka Na Pad Jaaye Mehndi Ka Rang
Itni Kahin Der Ho Jaaye Na
Jis Pyaar Pe Hum Ko Yakin Hai
Us Pyaar Ki Haar Ho Jaaye Na
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Nayan Bichaaye Teri Raahon Par
Saathi Saki Sab Raha Thake Hain
Dhoond Rahi Hai Tujhe Sab Ki Nazar
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan
Aaja Ve Saajan Aaja Ve Saajan

Dil Churane Lagi

Singer: SONU NIGAM, ANURADHA PAUDWAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya

Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha
Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha
Woh Ishara Tera Kitna Maaoom Tha
Jaayega Ab Yeh Dil Mujho Maaloom Tha
Is Umr Ne Hume Yun Kiya Bekarar
Dil Ko Roka Magar Na Rooka Humse Yaar
Tumne Milke Sanam Aisa Jaadoo Kiya
Jab Yeh Jaadoo Chala To Sanam Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya

Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo
Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo
Hum Jo Kehte Nahin Tum Woh Samjha Karo
Aur Kho Jaaye Hum Yaar Itna Karo
Tum Badhao Zara Pyaar Se Yeh Kadam
Tum Kaise Kehne Kitna Chaahenge Hum
Is Mohabbat Ne Donoko Kitna Tadpa Diya
Aur Tadap Ke Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya

Ik Deewana

Singer: DABOO MALIK, NAYAN, PANKAJ, JORDY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Ik Deewana Hai Ik Deewani Ha
Yeh Un Dono Ki Prem Kahani Hai
Dil Mein Junoon Kuch Itna Zyaada Hai
Ek Dujhe Ko Bas Paane Ka Iraada Hai
Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use
Pyaar Hota Hai Jisse Koyi Roke Na Use
Saudagar

Zakhm Deewane Ko Itne Mile Hai Saathi
Ek Saas Zindagi Ki Bhi Na Rahi Thi Baaki
Phir Bhi Dekho Woh Laut Ke Aaya Hai
Pyaar Ne Tere Usko Vapas Bulaya Hai
Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar
Keech Laga Tera Pyaar Aaya Dehko Apna Yaar

Vaada Woh Apna Nibhane Main Aaya Hoom
Duniya Ke Saamne Kehna Yeh Aaya Hoon
Maine Dil Tujhko Diya
Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga
Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga
Haan Tune Keh Diya Ab Jeet Jaaonga
Chaahe Zamaane Ko Dushman Banaoonga
Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai
Dushman Zamana Hai Par Tujhko Pana Hai

Maine Dil Tujhko Diya

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kal Tha Mujhe Thi Na Khabar Kis Cheez Ko Kehte Hai Pyaa
Teri Khushi Ki Khaatir Ab Khud Ko Badal Doonga Mein Yaar
Maine Dil Tujhko Diya Maine Dil Tujhko Diya
Is Ke Siva Kuch Na Kiya
Maine Dil Tujhko Diya Is Ke Siva Kuch Na Kiya
Chaahe Sab Hi Khuda Mujhko Mile Pyaar Tera
Maine Dil Tujhko Diya Is Ke Siva Kuch Na Kiya

Mujhse Khata Ho To Gayi Ab Kya Karoon Yeh To Bata
Tumne Sanam Jo Hai Kiya Milni To Hai Uski Saja
Socha Nahin Samjha Nahin Chaaha Nahin Par Ho Gaya
Sochi Zara Samjho Zara Acha Nahin Jo Hai Kiya
Maine Dil Tujhko Diya Is Ke Siva Kuch Na Kiya
Maine Dil Tujhko Diya

Jab Tu Chale Duniya Chale Jab Tu Roke Duniya Roke
Badle Nazar Mujhse Jo Tu Dhadkan Meri Rokne Lage
Kya Main Kahoon Kaisa Hai Tu Bas Pyaar Ka Chehra Hai Tu
Mushkil To Hai Kehna Magar Kehti Hoon Main Mera Hai Tu
Maine Dil Tujhko Diya Is Ke Siva Kuch Na Kiya
Chaahe Sab Hi Khuda Mujhko Mile Pyaar Tera
Maine Dil Tujhko Diya Is Ke Siva Kuch Na Kiya
Maine Dil Tujhko Diya

Shaana Na

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK, JORDY, AYUB, SURJIT, DABOO MALIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Hai Yeh Dosti Yaaro Zindagi Iska Ek Pal Jaise Ek Sad
Pyaar Mein Jiyo Itna Jaan Lo Dil Ne Jo Kaha Usko Maan Lo
Le Lo Maza Zindagi Ka Har Pal Suhana
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na

Apne Yaaro Mein Ek Yaar Hai Aaj Jo Bahut Bekarar Hai
Iska Aaj Dil Chaal Chal Gaya Kya Hua Ise Yeh Badal Gaya
Yeh Ho Gaya Hai Kisi Ka Ise Jaane Do Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na

Bas Mein Nahin Dil Aaj Raat Aankhon Mein Hai Hoton Ki Baat
Kaise Hua Yeh Kya Hua Sab Kuch Hai Kyon Badla Hua
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Hai Yeh Dosti Yaaro Zindagi Iska Ek Pal Jaise Ek Sadi

Chup Hum Rahe To Kaise Rahe Kuch Hum Kahe To Kaise Kahe
Kabo Nahin Khud Pe Raha Jaano Na Mein Iski Vaja
Jo Bhi Hota Hai Aaj Hone Do Apne Pyaar Mein Dil Ko Khone Do
Bolo Bolo Na Kuch To Bolo Na Raaz Dil Ke Tum Aaj Kholo Na
Kehdo Ki Dil Ho Gaya Hai Tumhara Deewana
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na

Aisa Asar Dil Pe Hua Jo Baat Mein Kehna Saka
Kehna Hai Ab Mujhko Wahi Kehna Hai Jo Tum Ko Bhi
Hum Ko Khabar Hona Saki Deewangi Badti Rahi
Karta Raha Jaadoo Asar Aur Hum Rahe Bekhabar
Aankhon Aankhon Mein Baat Ho Gayi
Baaton Baaton Mein Baat Ban Gayi
Pyaar Mein Jiyo Itna Jaan Lo Dil Ne Jo Kaha Usko Maan Lo
Hum Sab Ne Jo Mil Kar Kaha Tum Bhi Kaho Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na

Hai Yeh Dosti Yaaro Zindagi Iska Ek Pal Jaise Ek Sadi
Pyaar Mein Jiyo Itna Jaan Lo Dil Ne Jo Kaha Usko Maan Lo
Le Lo Maza Zindagi Ka Har Pal Suhana
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na
Shaana Na Na Shaana Na Na

Thoda Sa Pyar

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Bak
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Hum To Chaahenge Tujhe
Hum To Chaahenge Tujhe
Jab Talak Jaan Hai Baki

Pyar Humne Kiya Hai Pyar Tumne Kiya Hai
Yaar Phir Imtihaan Kyon Zamane Ne Liya Hai
Pyar Humne Kiya Hai Pyar Tumne Kiya Hai
Yaar Phir Imtihaan Kyon Zamane Ne Liya Hai
Saath Hum Denge Tera
Saath Hum Denge Tera Tujhse Vaada Hai Baki

Dard Jitna Milega Pyar Utna Badhega
Apni Chahat Ka Aaye Yeh Zamana Jhukega
Dard Jitna Milega Pyar Utna Badhega
Apni Chahat Ka Aaye Yeh Zamana Jhukega
Dil Se Dil Mil Hi Gaye Apna Milna Hai Baki

Thoda Sa Pyar Hua Hai - Sad

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Bak
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Hum To Dil De Hi Chuke
Hum To Dil De Hi Chuke Bas Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki

Kaun Sa Mod Aaya Zindagi Ke Safar Mein
Bas Gaya Tu Hi Tu Ab To Meri Nazar Mein
Dil Ki Har Ek Dhadkan Tujhko Pehchaanti Hai
Meri Chaahat Hai Ab Kya Tu Nahin Jaanti Hai
Main Tuhje Jaan Gayi Tujhko Pehchaan Gayi
Phir Bhi Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki

Aaj Yeh Kya Hua Hai Dil Nahin Mera Bas Mein
Is Liye Sochti Hoon Tod Doon Sari Rasme
Umr Bhar Ke Liye Tu Aa Mera Saath De De
Tera Ho Jaaonga Main Haathon Mein Haath De De
Haathon Mein Haath Sahi Tu Mere Saath Hi Sahi
Phir Bhi Teri Haan Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki
Thoda Sa Pyar Hua Hai Thoda Hai Baki

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about MAINE DIL TUJHKO DIYA ...