Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Gore Badan Pe Laal Chunriyaan

Singer: RICHA SHARMA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

kya baat hai
abhi to tora tanaatan ki boli
badi ho jaayego toh ka chahlvaayegi goli
gajba gajba
laththe gardi baayi??

gore badan pe laal chunriyaan - 2
phisal rahi hai sabki nazariyaan
gore badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan
(nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke
bijli churaane bich bajriyaan
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan

jhume saara jag masti mein, jab main jhumu??? hole hole, haay - 2
latto jaise jhume karriyaan, jo dekhe dil usaka dole
aaja tujhpe jaan luta doon - 2
??? bole
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan

sab ki honto pe rehta hai bas mera hi afsaana - 2
iss gore mukhde ka saara shehar huva hai deewaana
koyi maange jaam labon ka
koyi maange aankhon ka paimaana
raama ho raama raama raama ho raama - 2
gore badan pe laal chunriyaan
phisal rahi hai sabki nazariyaan
gore badan pe laal chunriyaan
phisal rahi re raama sabki nazariyaan
(nikli hoon ghar se - 2) saj ke savar ke
bijli churaane bich bajriyaan
raama ho raama raama raama ho raama - 8

Ho Jaata Hai Kaise Pyar

Singer: VINOD, XENIA ALI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) -
halki si chubhan, mithi si agan
lag jaati kyun yaar, na jaane koyi
ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2

aankh haseena se milne ke baad
aansu mein sama jaaye usaki yaad
haay yaar ke didaar ko kyun ghadi ghadi tadpe dil
rog ye kaisa yaar, na jaane koyi
ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2

laakh koyi soche saari saari raat
aayi na samajh yaara, raat bhar choti si baat
kabhi ghabaraayike, kabhi sharmaayike
tu bhi kaisa yaar, na jaane koyi
ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2
halki si chubhan, mithi si agan
lag jaati kyun yaar, na jaane koyi
ho jaata hai kaise pyaar, (na jaane koyi - 2) - 2

Saans Chalti Rahe Toh Yehi Zindagi Hai

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(saans chalti rahe toh yehi zindagi ha
aapaka pyaar mere liye laajami hai) - 2
saans chalti rahe toh...

(hoon khayaalo mein duba huva aapake
kuchh na sujhe kahi abb siva aapake) - 2
log kehte hai mujhse yahi aashiqi hai
aapaka pyaar mere liye laajami hai
saans chalti rahe toh...

(aap chaahe toh roshan ho duniya meri
yuun toh haasil mujhko jahaan ki khushi) - 2
zindagi mein meri bas kami aapaki hai
aapaka pyaar mere liye laajami hai
saans chalti rahe toh... aa aa aa....

(dil ye kehne laga bekhudi mein sanam
koyi toh chaahiye zindagi mein sanam) - 2
pyaar haasil nahi hai toh kya zindagi hai
aapaka pyaar mere liye laajami hai
saans chalti rahe toh...

Saiyaan Ki Baiyaan Main Thaame Chali Thi

Singer: KALPANA, SHREYA GHOSHAL

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

saiyaan ki baiyaan main thaame chali th
tedha tha rasta andheri gali thi
haay dayya dayya haay dayya
ui maa
haay dayya dayya haay dayya
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi

kabakht isaki chubhan abb sataaye
raato ko bhi nind mujhko na aaye
haay dayya dayya haay dayya
kabakht isaki chubhan abb sataaye
raato ko bhi nind mujhko na aaye
ghar se niklana bhi muchkil huva re
raste pe chalna bhi mushkil huva re
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi

kaise sanbhaalu main apani jawaani
kaise main roku yeh nadiya ka paani
haay dayya dayya haay dayya - 2
kaise sanbhaalu main apani jawaani
kaise main roku yeh nadiya ka paani
pyaasi hai sabki nazar kya karu main
ladta hai abb mujhko darr kya karu main
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
mach gaya shor saare gaanv mein - 2
kaanta chubha jo mere paanv mein - 2
(saiyaan ki baiyaan main thaame chali thi
tedha tha rasta andheri gali thi) - 2
haay dayya dayya haay dayya
ui maa
haay dayya dayya haay dayya
haay...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about MANORANJAN - THE ENTERTAINMENT ...