Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film MERI JUNG - 2006

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

La La La Hi Re

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

La la la hi re, la la la hi r

La la la hi re, la la la hi re
La la la hi re, la la la hi re
Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko
La la la hi re

La la la hi re, la la la hi re
Yeh cham cham karta tapta sona
La la la hi re

Aahista se lena kar doon ke manzoori
Na kuch bhi sincere hai na kuch bhi danger hai
Aaja le jaa re

Honth dekho lolly pop, gaalon pe khilte gulaab
Shape dekho madonna, roop dekho wah re wah

La la la hi re
La la la hi re, la la la hi re
Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko
La la la hi re

Duniya se itni aage ho gayi tu advance
Aaj ki raat main tujhko dikhla doonga new dance

Dil ka chor machaaye shor mera yaar kunwara
Kab se hoon main tayyaar dekhoon pyaar tumhaara dildaara

Front dekho temptation, back dekho sensation
Ram ne banaaya hai kya khub hi creation

Hey ruk ruk ruk ruksana yeh dil hai tera deewana

Tujhko aaj mere yaar main na chhodoongi
Jo bhi hai tere paas sab kuch le loongi

Ho gayi hai beqeraar mere dil ki dhadkan
Kiska hai intezaar haazir hai yeh tan man dildaara

You really turn me on, drive me crazy all alone
Boy I wanna be your love, carry on in love

La la la hi re
La la la hi re, la la la hi re
Dil dhak dhak dhadka de doon tujhko
La la la hi re

La la la hi re, la la la hi re
Yeh cham cham karta tapta sona
La la la hi re

Posted By : Mastani Laila

Man Mein Tu Tan Mein Tu

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi t
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu
Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon
Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon
Maska laga laga ke mujhko karta qabu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu

Haay rabba haay rabba sola baras ki hoon kunwari main
Pagal hoon deewani hoon baadal mein chhumke hai woh bijli main

Jaan-e-jaan jaan-e-man taaron si chamke hai aankhein teri
Lag jao seene se muddat se tarse hain baahein meri

Haay nayo jeena mera mushkil karta kyon
Mere dil mein meethi meethi hulchul karta kyon
Patli kamar pe joda jodi karta tu
Shamur patang jaise mujhpe bharta kyon
Man mein tu tan mein tu, mastana deewana

Tum kaisi shama ho, chhoone se pehle hi jal gaya main

Tum kaise joshile, chhoone se pehle hi darr gayi main

Sharmaana chhodo tum, milne ko tarse hai yeh dil mera
Inteha ho gayi hadd se guzar jaaye jaan-e-jaan

Haay main mar gayi yeh kya kar baithi
Kaliyan ne kar di haalat yeh kaisi
Aise mein jaldi se maine pyaar kiya
Raat bhar mein hi sab kuch baath liya
Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu
Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon
Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu
Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon
Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon
Maska laga laga ke mujhko karta qabu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu
Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu

Posted By : Mastani Laila

Mast Mast Mastani

Singer: VINOD RATHOD

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Mast mast mastani dilkash diljaan
Banke deewana maine tujhe dekha
Loot gayi jaan meri
Gori gori banjaran, aakhon mein hai chingaari
Meethi meethi seeti kahe ki hai deri ab to hai mil jaari
Jab se dekha tujhko kya huwa hai mujhko
Ban gayi ajab si yeh hai to love story
Bin tere sataaye dil ki beqeraari
Tu mile to mil jaaye khwaabon ki manzil meri
Mast mast mastani dilkash diljaani
Banke deewana maine tujhe dekha
Loot gayi jaan meri, arre loot gayi jaan meri

Tu apne dil mein thodi si jagah de de
Har pal jeevan ka tere naam main likh doonga
Ada ghusse ki wah wah kya kehna
Pyaar se tu muskura de
Zara pyaar se tu muskura de
Tum to sirf meri ho, kehta hai mera dil
Janmon ka yeh bandhan tu hi meri manzil
Baadalon baadalon pyaar tumne kiya tu hi meri zindagi
Oh, mast mast mastani dilkash diljaani
Banke deewana maine tujhe dekha
Loot gayi jaan meri, loot gayi jaan meri

Yeh matwali pyaar kare jo mujhse
Pyaar bhara dil mera iske kadmon mein rakh doonga
Yeh chaandni mere jeevan mein hoti to
Aarti utaar deta yeh duniya chhod deta
Aye meri manmohini pyaar se zara dekh lo mujhe
Tum meri kismat ho baahon mein le lo mujhe
Baadalon baadalon pyaar tumne kiya tu hi meri zindagi
Oh, mast mast mastani dilkash diljaani
Banke deewana maine tujhe dekha
Loot gayi jaan meri, loot gayi jaan meri

Posted By: Mastani Laila

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about MERI JUNG - 2006 ...