Songs from film MUGHAL-E-AZAM
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Bekas Pe Karam
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ai mere mushkilakushaa, fariyaad hai, fariyaad hai
aapake hote hue duniya meri barabaad hai
bekas pe karam keejiye, sarkaar-e-madeena
bekas pe karam keejiye
gardish mein hai taqadeer bhanvar mein hai safeena
bekas pe karam keejiye, sarkaar-e-madeena
bekas pe karam keejiye
hai vaqt-e-madad aai bigadi ko banaane
gosheeda nahi aapase kuch dil ke fasaane
zakmon se bhara hai kisi majaboor ka seena
bekas pe karam keejiye
chhaai hai museebat ki ghata gesuon vaale, gesuon vaale
lillaah meri doobati kashti ko bachaale
toofaan ke aasaar hain, dushvaar hai jeena
bekas pe karam keejiye
gardish mein hai taqadeer bhanvar mein hai safeena
bekas pe karam keejiye, sarkaar-e-madeena
bekas pe karam keejiye
Posted By : Babydoll

Mohe Panghat Pe Nandlal
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Mohe Panghat Pe Nandlal Chhed Gayo R
Mori Najuk Kalaiyaa Marod Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Kankari Mohe Maari Gagariya Phod Daali
Mori Saree Anari Bhigoyi Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Nayno Se Jadoo Kiya Jiyara Moh Liya
Mora Ghoongat Najariya Se Khol Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Mori Najuk Kalaiyaa Marod Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Kankari Mohe Maari Gagariya Phod Daali
Mori Saree Anari Bhigoyi Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Nayno Se Jadoo Kiya Jiyara Moh Liya
Mora Ghoongat Najariya Se Khol Gayo Re
Mohe Panghat Pe ...
Pyaar Kiya To Darna
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(Lata Mangeshkar
Insaan kisee se duniyaan me
Yek baar mohabbat karataa hai
Is dard ko lekar jiitaa hai
Is dard ko lekar marataa hai
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Pyaar kiyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Ghunt ghunt kar yu marnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Unki tamannaa dil mein rahegii
Shammaa ise mahafil mein rahegii
Unki tamannaa dil mein rahegi
Shammaa ise mahafil mein rahegi
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Aaur humei ab karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa
(Choeurs)
Aaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa
(Lata Mangeshkar)
Pardaa nahin jab koi khudaa se
Pardaa nahin jab koi khudaa se
Bando se pardaa karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
(Choeurs)
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
(Lata Mangeshkar)
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Contributed by: Tarik E.A.
Insaan kisee se duniyaan me
Yek baar mohabbat karataa hai
Is dard ko lekar jiitaa hai
Is dard ko lekar marataa hai
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Pyaar kiyaa
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Aaj kahenge dil kaa fasaanaa
Jaan bhee le le chaahe zamaanaa
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Maut wahii jo duniyaan dekhe
Ghunt ghunt kar yu marnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Unki tamannaa dil mein rahegii
Shammaa ise mahafil mein rahegii
Unki tamannaa dil mein rahegi
Shammaa ise mahafil mein rahegi
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Ishq mein jiinaa ishq mein marnaa
Aaur humei ab karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa
(Choeurs)
Aaaaaaaaaaaaaahaaaaaaaaaaaaaaa
Chhuup naa sakegaa ishq hamaaraa
Chaaro taraf hain unkaa nazaaraa
(Lata Mangeshkar)
Pardaa nahin jab koi khudaa se
Pardaa nahin jab koi khudaa se
Bando se pardaa karnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
(Choeurs)
Pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
(Lata Mangeshkar)
Pyaar kiyaa koi chori nahin ki
Chhuup chhuup aahe bharnaa kyaa
Jab pyaar kiyaa to darnaa kyaa
Contributed by: Tarik E.A.
Tere Mehfil Mein
Singer: LATA MANGESHKAR, BEGUM
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Teri mehfil mein kismat aazmakar hum bhi dekheng
haan ji haan hum bhi dekhenge
ik ghadi bhar to tere kareeb aakar hum bhi dekhenge
tere kadmon mein sir apna jhukakar hum bhi dekhenge
haan ji haan hum bhi dekhenge
mohabbat karne walon ka bas yahi hai afsana
tadapna chupke chupke aahen bharna,
ghut ghut ke mar jana
kisi din yeh tamasha muskurakar hum bhi dekhenge
hann ji haan hum bhi dekhenge
mohabbat humne maana zindagi barbaat karti hain
yeh kya kam hai ke mar jaane pe duniya yaad karti hain
kisi ke ishq mein duniya luta kar hum bhi dekhenge
haan ji haan hum bhi dekhenge
Posted By : Tina Malhotra

ye zindgi usi ki hai
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Yeh zindagi usi ki ha
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai
Yeh bahaar yeh samaah
kehraha hai pyaar kar
kisi ki arzoo mein apne
dil ko bekarar kar
yeh zindagi hai bewafa....
zindagi hai bewafa
loot pyaar ka mazaa
yeh zindagi .......
Dhadak raha hai dil to kya
yeh dil ke dhadkanein na gin
phir kahaan yeh fursatein
phir kahaan yeh raat din
Aa rahi hai ye samaah.........
Aa rahi hai samaah
mastiyon mein doob ja
Yeh zindagi........
Jo dil yahaan na mil sake
milenge us jahaan mein
khilenge hasraton ke phool
jo ke aasman mein
yeh zindagi chale gayi...
Yeh zindagi chale gayi
Jo pyaar mein to kya hua
Yeh zindagi ...
Sunaayegi ye daastan
Kshama mera hai pyaar ke
yeh shaam hi mein khilti rahi
yeh kali anaar ki
Ise mazaak mat kaho....
Ise mazaak mat kaho
Yeh mahal hai pyaar ka
Yeh zindagi .....
Yeh zindagi ki shaam aa........
Yeh zindagi ki shaam aa
Tujhe gale lagaun mein
Tujhi mein doob jaun mein...
Jahan ko bhool jaun mein...
Posted By : Poonam Nidhi
Jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai
Yeh bahaar yeh samaah
kehraha hai pyaar kar
kisi ki arzoo mein apne
dil ko bekarar kar
yeh zindagi hai bewafa....
zindagi hai bewafa
loot pyaar ka mazaa
yeh zindagi .......
Dhadak raha hai dil to kya
yeh dil ke dhadkanein na gin
phir kahaan yeh fursatein
phir kahaan yeh raat din
Aa rahi hai ye samaah.........
Aa rahi hai samaah
mastiyon mein doob ja
Yeh zindagi........
Jo dil yahaan na mil sake
milenge us jahaan mein
khilenge hasraton ke phool
jo ke aasman mein
yeh zindagi chale gayi...
Yeh zindagi chale gayi
Jo pyaar mein to kya hua
Yeh zindagi ...
Sunaayegi ye daastan
Kshama mera hai pyaar ke
yeh shaam hi mein khilti rahi
yeh kali anaar ki
Ise mazaak mat kaho....
Ise mazaak mat kaho
Yeh mahal hai pyaar ka
Yeh zindagi .....
Yeh zindagi ki shaam aa........
Yeh zindagi ki shaam aa
Tujhe gale lagaun mein
Tujhi mein doob jaun mein...
Jahan ko bhool jaun mein...
Posted By : Poonam Nidhi
Zindabad Zindabad
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
(daulat ki zanjeeron se tu -2) rahati hai aazaad
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
mandir mein masjid mein tu aur tu hi hai eemaanon mein
murali ki taanon mein tu aur tu hi hai aazaanon mein
tere dam se deen-dharam ki duniya hai aabaad
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
pyaar ki aandhi ruk na sakegi nafarat ki deevaaron se
koon-e-muhabbat ho na sakega kanjar se talavaron se
mar jaate hain aashiq zinda rah jaati hai yaad
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
(chorus: aa aa aa
ishq bagaawat kar baithe to duniya ka ruk mod de
aag laga de mahalon mein aur takt-e-shaahi chhod de
seena taane maut se khele kuch na kare fariyaad
rafi, chorus:
zindaabaad! zindaabaad! -2 (ai muhabbat zindaabaad! -2)
chorus: aa aa aaa
taaj hukuumat jisaka mazahab phir usaka eemaan kahaan -2
jisake dil mein pyaar na ho, wo paththar hai inasaan kahaan -2
pyaar ke dushman hosh men, a ho jaayega barabaad!
rafi, chorus:
zindaabaad! zindaabaad! (ai muhabbat zindaabaad! -2)
(rafi: zindaabaad! zindaabaad! zindaabaad
(chorus: zindaabaad! zindaabaad! zindaabaad! zindaabaad!)

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about MUGHAL-E-AZAM ...