Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film NANNA - NANNA

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

(Kuchh Yaad Hai, Kuchh Bhul Raha Huun

Singer: NANNA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(kuchh yaad hai, kuchh bhul raha huu
kuchh baatein puraani soch raha huun) - 2
wo pal, wo mausam, wo din, wo raatein - 2
khaabon mein aaj, khayaalon mein aaj, dhund raha huun
kuchh yaad hai
kuchh yaad hai, kuchh bhul raha huun
kuchh baatein puraani soch raha huun

(pehli nazar mein, anjaane shehar mein
hum dil de baithe the kisiko) - 2
wo yaad hai
kuchh yaad hai, kuchh bhul raha huun
kuchh baatein puraani soch raha huun

(wo pardanashi thi par kitni hansi thi
hum chaahane lage the usiko) - 2
sab yaad hai
(kuchh yaad hai, kuchh bhul raha huun
kuchh baatein puraani soch raha huun) - 2
wo pal, wo mausam, wo din, wo raatein - 2
khaabon mein aaj, khayaalon mein aaj, dhund raha huun
kuchh yaad hai
(kuchh yaad hai, kuchh bhul raha huun
kuchh baatein puraani soch raha huun) - 2

Meri Aashiqi Meri Shaan Tu

Singer: NANNA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(meri jindagi meri jaan t
meri aashiqi meri shaan tu) - 2
meri dhhop tu meri chhanv tu
mera maan tu imaan tu
(meri jindagi meri jaan tu
meri aashiqi meri shaan tu) - 2

kadam tere chum loon main
haath tera thaam loon
(ho musibat agar khuda toh
bass tera hi naam loon) - 2
(mera naam tu - 2), mera kaam tu
(meri jindagi meri jaan tu
meri aashiqi meri shaan tu) - 2

har disha mein tu hi tu hai
har jagah tera asar
(har ??? tu likha hai
har jagah teri nazar) - 2
(mera raam tu - 2), mera shaam tu
(meri jindagi meri jaan tu
meri aashiqi meri shaan tu) - 2
meri dhhop tu meri chhanv tu
mera maan tu imaan tu
(meri jindagi meri jaan tu
meri aashiqi meri shaan tu) - 2

Nahi Tera Koyi Mul Lagna

Singer: NANNA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ruthe yaar ko tu sajana manaaale -
nahi tera koyi mul lagna - 4
(jaake kadamon mein - 2), sar tu jhuka de
jaake kadamon mein, sar tu jhuka de
nahi tera koyi mul lagna - 2

(kya jindagi hai pyaar bina
na koyi khushi hai yaar bina) - 2
re ankhiyo jo nir vagada - 2
jaake kadamon mein, sar tu jhuka de
nahi tera koyi mul lagna - 2

(ankhiyaada tara hai yaar piya ra
wo hi sahara hai wo hi kinaara) - 2
ki galiya chhupi re labhada
jaake kadamon mein, sar tu jhuka de
nahi tera koyi mul lagna - 2

ruthe yaar ko tu sajana manaaale - 2
nahi tera koyi mul lagna - 4
(jaake kadamon mein - 2), sar tu jhuka de
jaake kadamon mein, sar tu jhuka de
nahi tera koyi mul lagna - 2

Yeh Saara Hndustaan Tera Hi Hai

Singer: NANNA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(yeh saara hndustaan tera hi ha
yeh pyaarasa jahaan mera bhi hai
barfile pahaade mausame nazaare
dharati aur aasamaan, saagar ke kinaare
khal khal si nadiya behati hai yahi) - 2
saara hndustaan tera hi hai
yeh pyaarasa jahaan mera bhi hai

(kitni jubaane kehte hai yahaan
vir deewaane rehte hai yahaan) - 2
desh hamaara hai sabse hasi
barfile pahaade mausame nazaare
dharati aur aasamaan, saagar ke kinaare
khal khal si nadiya behati hai yahi
saara hndustaan tera hi hai
yeh pyaarasa jahaan mera bhi hai

(jaan se bhi pyaari hai yeh jami
shaan mein isaki na hogi kami) - 2
aankhon mein isaki na aayegi nami
na na na na na..............
saara hndustaan tera hi hai
yeh pyaarasa jahaan mera bhi hai
barfile pahaade mausami nazaare
dharati aur aasamaan, saagar ke kinaare
khal khal si nadiya behati hai yahi
(yeh saara hndustaan tera hi hai
yeh pyaarasa jahaan mera bhi hai) - 2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about NANNA - NANNA ...