Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film NEELA AASMAN

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Akela Huin Main

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaa
Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Meri Raat Ka Ek Saathi Yehi Chand Ka Carvaan
Chaloon To Chale Rukhon To Ruke
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Mera Hamsafar Mera Saya Mera Meherbaan Raazdaan
Na Iska Koi Na Mera Koi Jane Na Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Ye Dariya Ye Mauje Ye Sahil
Ye Chhalki Hui Mastiyan
Hai Ati Nazar Kuchh Kami Se Magar
Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah Jaa Raha Huin Main Kahan

Akela Huin Main Is Jahan Mein Akeli Meri Dastaan
Na Manzil Koi Na Saathi Koi Jane Kya Ye Neela Aasman
Kya Khabar Kya Patah (Jaa Raha Huin Main Kahan)-2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about NEELA AASMAN ...