Songs from film NURSE
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Kahaani Ban Gayi Mori Tum
Singer: KHURSHEED
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
kahaani ban gay
kahaani ban gayi - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
(ji na bhara
ji na bhara akhiyaan bhar aayin) - 2
dard ki ghor ghataayein chhaayin - 2
aansu mile nishaani - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
dekho ji ab chhod na jaana - 2
ham royein aur hanse zamaana - 2
o ulafat ke baani - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
kahaani ban gayi - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
(ji na bhara
ji na bhara akhiyaan bhar aayin) - 2
dard ki ghor ghataayein chhaayin - 2
aansu mile nishaani - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
dekho ji ab chhod na jaana - 2
ham royein aur hanse zamaana - 2
o ulafat ke baani - 2
(mori tum sang aankh milaani
kahaani ban gayi) - 2
Wo Gaye Nahin Hamein Mil Ke
Singer: RAJKUMARI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
wo gaye nahin hamein mil k
wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2
haan haan haay re
tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2
wo gaye nahin hamein mil ke
wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2
haan haan haay re
tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2
biraha kya hai ab ham jaane - 2
chain pade na kisi bahaane - 2
haan haan haay re
ab din aa gaye re aa gaye mushkil ke - 2
tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2
wo gaye nahin hamein mil ke
wo gaye nahin hamein mil ke, main mar gayi - 2
haan haan haay re
tukade ho gaye re ho gaye mere dil ke - 2
kar ke khed tihaare pa ke - 2 ??
baith gaye hain tumake saja ke - 2 ??
haan haan haay re
kaliyaan hansati hain hansati hain khil khil ke - 2

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about NURSE ...