Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film O JANEWALE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

O Jaane Waale

Singer: SHAMSHAD,MUKESH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

sha : o jaane vaale
o jaane vaale hamako bhool na jaana -2
mu : hamako bhool na jaana

sha : chaand hamaare chale sang tere sang hi lekar aana
o jaane vaale hamako ...
mu : hamako bhool na jaana

sha : chain hamaara loot chala kyon
mu : man ka chhaala phoot pada kyon
sha : tera aanaa-jaana saajan saans ka aanaa-jaana
sha : vafa aajamaane ko ...
o jaane vaale hamako ...
mu : hamako bhool na jaana


jeevan hai ye tere dam se
kaise kategi tujh bin hamase
sha : jaise roothi qismat hamase tu bhi rooth na jaana
o jaane vaale hamako ...
mu : hamako bhool na jaana

Sajanava Prem Kahaani

Singer: SHAMSHAD, MUKESH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

sha : ( sajanava prem-kahaani ) -2 o dheere-dhiire kahana
prem ki galiyaan rang-rangeeli daalee-daali par hai laali
sajanava prem-kahaani ...

mu : ( ab jeevan mein ) -2 aai bahaar kaliyaan khili hain hazaar
sha : jaag utha hai man mein pyaar aai kushi ki bahaar
sajanava prem-kahaani ...

mu : kalee-kali muskaai chaandani sharamaai
sha : preet laga ke chhod na jaana o baalam harajaai
sajanava prem-kahaani ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about O JANEWALE ...