Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film O MAJHI RE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Chham Chham Baaje Re

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

chham chham baaje re paayaliya -
raah chalat lachake panihaari - 2
chalake dagariya
chham chham baaje re paayaliya - 2

gore badan par bhigi saari - 2
aur lage sundar ye naari
gore badan par bhigi saari
aur lage sundar ye naari
moti ban ban tapake paani - 2
bhigat jaaye dagariya
chham chham baaje re paayaliya - 2

chandramukhi jab lat bikharaaye - 2
jag saara ye dhoka khaaye
chandramukhi jab lat bikharaaye
jag saara ye dhoka khaaye
koi kahe lo saawan aaya - 2
aayi kaari badariya
chham chham baaje re paayaliya - 2

mukhade par aanchal malmal ka - 2
jaha koi khilata phool kawal ka
mukhade par aanchal malmal ka
jaha koi khilata phool kawal ka
aayi na jaane kaun nagar se - 2
jaaye kaun nagariya
chham chham baaje re paayaliya
chham chham baaje re chham chham baaje re
chham chham baaje re paayaliya

O Majhi Re - Album Song

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

o maajhi re o maajhi re
apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re

saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi
kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi
o maajhi re maajhi re
koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain
o maajhi re

paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye
raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye
koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain
o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about O MAJHI RE ...