Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film PAPA THE GREAT

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Apni si lagti hai mujhko

Singer: SONU NIGAM

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

La la la la la, la la la la, la la la la l
Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh
Hone lagi hai is dil ki deewaangi voh
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2
Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh
Haan, hone lagi hai is dil ki deewaangi voh
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2
Pehli nazar mein kuch yun jaadu sa chal gaya
Is zindagi mein jaise sab kuch badal gaya
Sab kuch badal gaya
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2
Pyaar mein kab kya ho jaaye, koi na jaane
Haan, dhoond rahe hain hum usko hoke deewaane
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2
Kuch khwaab chaahaton ke aankhon mein saj rahe
Kyoon aaj dhadkanon mein ghunghroo se baj rahe
Ghunghroo se baj rahe
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2
Apni si lagti hai mujhko kyoon ajnabi voh
Haan, hone lagi hai is dil ki deewaangi voh
Yeh kya ho raha hai, mera dil kho raha hai - 2

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about PAPA THE GREAT ...