Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film PARICHAY

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Biti Na Bitayi Raina

Singer: LATA MANGESHKAR, BHUPENDRA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

beetee naa bitaayee rainaa, birahaa kee jaayee raina
bheegee huyee aakhiyon ne laakh buzaayee rainaa

beetee huyee batiyaan koee doharaye
bhoole huye naamon se koee to bulaaye
chaand kee bindee waalee, bindeewaalee ratiyaa
jaagee huyee aakhiyon mein raat naa aayee rainaa

yoog aate hai, aaur yoog jaaye
chhotee chhotee yaadon ke pal naheen jaaye
zoothh se kaalee laage, laage kaalee ratiyaa
ruthhee huyee aakhiyon ne, laakh manaayee rainaa

Musafir Hoon Yaaron Na

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhan
Hm Hm He
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana

Ek Raah Rukh Gayi Tho Aur Judh Gayi
Main Mura Tho Saath Saath Raha Murgayi
Hawaon Ke Paron Par Mera Ashiana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana

Din Ne Haath Thaam Kar Idhar Bithaliya
Raat Ne Ishaare Se Udhar Bulahliya
Subah se Shaam Se Mera Dostana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about PARICHAY ...