Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film PYAAR DIWANA HOTA HAI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Pyaar Diwana Hota Hai

Singer: UDIT NARAYAN, KAVITA KRISHNAMURTY

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

--MALE-
Hum tumse darrte rehte hai - 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai - 2

--FEMALE--
Hum tumse darrte rehte hai
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai - 2

--MALE--
Soyaa koi jadoo jag na jaaye, kya pataa
Tumse dil hamaara lag na jaaye, kya pataa

--FEMALE--
Milke nazar kho jaayegi, mushkil badi ho jaayegi - 2
Hum tauba karte rehte hai - 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai - 2

Pehle sochle hum phir karenge faislaa
Achha ab chalenge, kal milenge phir zara

--MALE--
Jaagenge aaj hum raat ko, chhedenge kal phir baat ko - 2
Sab aashiq jagte rehte hai - 2
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai - 2

--FEMALE--
Hum tumse darrte rehte hai
Duniya waale yeh kehte hai
Lag jaata hai yeh dil kahin, lag jaana hota hai
Yeh pyaar diwana hota hai

--MALE--
Yeh pyaar diwana hota hai

--FEMALE--
Yeh pyaar diwana hota hai

--MALE--
Yeh pyaar diwana hota hai

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about PYAAR DIWANA HOTA HAI ...