Songs from film PYAAR KIYA NAHIN JAATA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aaja Meri Baahon Mein
Singer: SARASWATI PHUKAN AND SONU NIGAM
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--FEMALE-
Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar
Aa, aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar
Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar
Tu hai, main hoon, do badan milne ko beqaraar
Aise mein to tanhaai lage bahaar
Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar
Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar
--MALE--
Seene se sar sar sarke dupatta
Kuch keh rahi hai har ada
Oh, seene se sar sar sarke dupatta
Kuch keh rahi hai har ada
--FEMALE--
Tumhaari ada pe hum mar mite hai
Tumko nahin kya pata, tumko nahin kya pata
--MALE--
Sach hai, sach hai, hum to tumse gaye hai haar
Aise mein to tanhaai lage bahaar
Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar
Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar
--FEMALE--
(Kya dekhte ho, honton se chhoo lo
Honton ki yeh narmiyaan) - 2
--MALE--
Na dooriyaan hain, na faasle hain
Tere mere darmiyaan, tere mere darmiyaan
--FEMALE--
Bole dhadkan jaise bajne lage dil ke taar
Aise mein to tanhaai lage bahaar
Aaja meri baahon mein banke sanam mera pyaar
Dil se mila hai dil us pe mausam bhi hai yaar
--MALE--
Tu hai, main hoon, do badan milne ko beqaraar
Aise mein to
--BOTH--
Tanhaai lage bahaar

Ho Jaata Hai Yeh Pyaar
Singer: ANURADHA PAUDWAL
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko -
Kisi dil deewane se deewane dil ko
Ho jaata hai yeh pyaar
Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata - 2
Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko
Kisi dil deewane se deewane dil ko
Ho jaata hai yeh pyaar
Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata - 2
Kis mod pe kaun kisko milega
Kisko hai iski khabar
Na jaane kab kis ke nazron ka jaadu
Kar jaaye kis pe asar
Ho jaata hai ikraar, kiya nahin jaata
Ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata
Chaahat hai kya, kya pata sangdil ko
Kisi dil deewane se deewane dil ko
Bhawren ka gulshan mein ek gul pe marna
Manraana us pe, usse pyaar karna
Kaliyon ka shabnam se milke nikharna
Geeton ka sargam se milke sanwarna
Parwaane ka shamma ke saath jalna
Majnu ka Laila se marke bhi milna
Kisse to hai beshumaar, kaha nahin jaata
Mm ho jaata hai yeh pyaar, kiya nahin jaata

Kabhi Socha Na Tha Maine
Singer: SONU NIGAM AND SONALI VAJPAYEE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE-
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
--FEMALE--
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
--MALE--
Aaj mujhko laga baat kuch hai zuroor
Paas kitne ho tum jab hue mujhse door
--FEMALE--
Beqaraari hai kyoon, yeh khumaari hai kyoon
Kyoon pareshaan hai, kyoon yeh armaan hai
--MALE--
Tum kya gaye ho jaanam, sang le gaye bahaar - 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Sach kahoon pyaar kya hai main nahin jaanta tha
Pyaar ki baatein sach hai, main nahin maanta tha
--FEMALE--
Kya mujhe ho raha hai, kya mera kho raha hai
Mujhko ehsaas hai, kya meri pyaas hai
--MALE--
Tu nahin paas mere, hai tera intezaar - 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
--FEMALE--
Kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar - 2
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
--MALE--
Kabhi socha na tha maine

Pyaar Kiya Nahin Jaata
Singer: PT. AJAY POHANKAR, ANURADHA PAUDWAL, SONU NIGAM, AND VIVIENNE POCCHA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE 1-
Aa, ga re ni sa, re ni sa, re ni sa
Ga re ni sa re ni sa ga re pa sa - 2
Ma ma ma pa pa ni pa ga ma re sa, aa
--FEMALE--
(Pyaare se rang bharta hai, koi jaadu sa yeh karta hai
Har dil mein yeh rehta hai) - 2
Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se
Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata
Pyaar kiya nahin jaata, pyaar kiya nahin jaata
--CHORUS--
Pyaar kiya nahin jaata
--MALE 2--
Aankhon hi aankhon mein
Baaton hi baaton mein dil jab kho jaaye
Bechaini badh jaaye, kuch kaha na jaaye
Hota jaaye haai dil deewana, deewana
--FEMALE--
Dhak dhak karta hai dil hardam aahein bharta hai
Kaise kya kahoon darr sa lagta hai
Madhoshi ka aalam dil pe chhaaya rehta hai
Jaane dil kahan dooba rehta hai
--MALE 2--
Kaise jataaye
Kaise jataaye dilon ki jazbaat
Pyaare se rang bharta hai
--FEMALE--
Koi jaadu sa yeh karta hai
--MALE 2--
Har dil mein yeh rehta hai
--BOTH--
Kabhi na kabhi, kahin na kahin, kisi na kisi se
Har dil ko hai ho jaata, pyaar kiya nahin jaata
--CHORUS--
Pyaar kiya nahin jaata
--FEMALE--
Meethi si ek chubhan
Jaagi si ek agar saanson ko chhoo jaaye
Tanhaai chhaa jaaye, jaane kya ho jaaye
Chori chori koi dil churaaye, churaaye
--MALE 2--
Chaahat badhti jaaye, badhta jaaye intezaar
Milne ke liye dil ho beqaraar
Maano ya na maano aisa hota hai yeh pyaar
Thodi beqaraari thoda deta hai qaraar
--FEMALE--
Jaano na jaano
Jaano na jaano yeh kaise hai ehsaas
--BOTH--
Pyaare se rang bharta hai, koi jaadu sa yeh karta hai

--ALL--

Unke Labon Pe
Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN, AND SANTRIPTI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--MALE-
(Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare) - 2
Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2
Behad mujhse pyaar kare
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
--FEMALE--
Tana nu tana nu tana nu
Tanana nanana nanana na
(Tanana dhin ta dhin ta dhere na
Tana o dhe tani tanana tu) - 2
Dhin tananana nanana nanana - 2
Oh oh oh, oh oh oh
--MALE--
Khaamosh si ek pyaas ho tum
Karti ho har pal tum hosh gum
Yeh chehra sharam se simat ta hua
Yeh aanchal badan se lipat ta hua
Yeh zulfon ke baadal bikharte hue
Yeh saanson ke toofaan mahekte hue
Pal pal gumsum har pal gumsum
Aise mein jaana tera paas aana
Mujhko kare beqaraar, ho oh
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
Maine tumhe apna hi samjha
Kuch bhi na socha iske siva
Meri jaan raho tum mere roobaru
Yeh mausam kahega meri aarzoo
Dhadakta hai yeh dil tumhaare liye
Yeh keh do hai kuch pal hamaare liye
Tumse meri saari khushiyaan
Is aasmaan mein, saare jahan mein
Tum ho mera aitbaar, ho oh
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2
Behad mujhse pyaar kare
(Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare) - 2
Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2
Behad mujhse pyaar kare
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
--FEMALE--
Tana nu tana nu tana nu
Tanana nanana nanana na
(Tanana dhin ta dhin ta dhere na
Tana o dhe tani tanana tu) - 2
Dhin tananana nanana nanana - 2
Oh oh oh, oh oh oh
--MALE--
Khaamosh si ek pyaas ho tum
Karti ho har pal tum hosh gum
Yeh chehra sharam se simat ta hua
Yeh aanchal badan se lipat ta hua
Yeh zulfon ke baadal bikharte hue
Yeh saanson ke toofaan mahekte hue
Pal pal gumsum har pal gumsum
Aise mein jaana tera paas aana
Mujhko kare beqaraar, ho oh
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
Maine tumhe apna hi samjha
Kuch bhi na socha iske siva
Meri jaan raho tum mere roobaru
Yeh mausam kahega meri aarzoo
Dhadakta hai yeh dil tumhaare liye
Yeh keh do hai kuch pal hamaare liye
Tumse meri saari khushiyaan
Is aasmaan mein, saare jahan mein
Tum ho mera aitbaar, ho oh
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
Dil ko yakeen hai, chup rehkar voh - 2
Behad mujhse pyaar kare
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about PYAAR KIYA NAHIN JAATA ...