Songs from film PYAASA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Jaane kya tune kahi
Singer: GEETA DUTT
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jaane kya tune kah
Jaane kya maine suni
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Sansanaahat si huwi
Thartharaahat si hui
Jaag uthhe khwaab kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Nain jhuk jhuk ke uthhe
Paau ruk ruk ke uthhe
Aa gayi jaan nayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Zulf shaane pe mude
Ek khushb si ude
Khul gaye raaz kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Jaane kya maine suni
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Sansanaahat si huwi
Thartharaahat si hui
Jaag uthhe khwaab kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Nain jhuk jhuk ke uthhe
Paau ruk ruk ke uthhe
Aa gayi jaan nayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Zulf shaane pe mude
Ek khushb si ude
Khul gaye raaz kayi
Baat kuchh ban hi gayi
Jaane kya tune kahi ...
Jaane Woh Kaise Log The Jinke
Singer: HEMANT KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jaane Woh Kaise Log The Jinke Pyar Ko Pyar Mil
Humne To Jab Kaliyaan Maangi Kaaton Ka Haar Mila
Bichhad Gayaa Har Saathi Dekar Pal Do Pal Ka Saath
Kisko Phursat Hai Jo Thaame Deewane Ka Haath
Humko Apna Saaya Tak Aqsar Bezaar Mila
Humne To Jab...
Isko Hi Jeena Kehte Hain To Yunhi Ji Lenge
Uf Na Karenge Lab See Lenge Aansoo Pee Lenge
Gham Se Ab Ghabraana Kaisa Gham Sau Baar Mila
Humne To Jab...
Humne To Jab Kaliyaan Maangi Kaaton Ka Haar Mila
Bichhad Gayaa Har Saathi Dekar Pal Do Pal Ka Saath
Kisko Phursat Hai Jo Thaame Deewane Ka Haath
Humko Apna Saaya Tak Aqsar Bezaar Mila
Humne To Jab...
Isko Hi Jeena Kehte Hain To Yunhi Ji Lenge
Uf Na Karenge Lab See Lenge Aansoo Pee Lenge
Gham Se Ab Ghabraana Kaisa Gham Sau Baar Mila
Humne To Jab...
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about PYAASA ...
