Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film RAAM BALRAAM

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Ek Rasta Do Rahi

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ki ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa ha
ik chor ik sipaahii

ra bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ki bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ra hai terii-merii zindagaanii kaa sach
na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii
ik rastaa aa haa hreedots
do ik chor ik sipaahii hreedots

ki achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ra achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ki kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ra kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ki naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii
ra ik rastaa aa haa
ra ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ki ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ra maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ki maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ra ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii
ra ik rastaa aa haa
do ik rastaa aa haa

Hamka Maafi Dai Do

Singer: KISHOR KUMAR, ASHA BHOSLE

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

achchha kaho chaahe bura kaho jhootha chaahe sachcha kaho -2
hamako sab qabool
hamase bhool ho gai hamka maafi dai do -2
haan ji bhool ho gai hamka maafi dai do
achchha kaho ...

kuch kar lo nahi maanuun tum kya ho main jaanuun
main suurat ko na dekhuun main dil ko pahachaanuun
aise ho vaise ho kaise kahu kaise ho
aisa hoon kaisa hoon jaisa kaho vaisa hoon
baat pe daalo dhool
hamka maafi dai ...

main kisase darata hoon dekho kya karata hoon
lo phaansi laga ke main tum pe marta huun
khaana nahi peena nahi tum bin jeena nahi

khilauna jaan kar tum to mera dil tod jaate ho
gali hamne kahi thi tum to duniya chhod jaate ho

nahi-nahi rona nahi aisa kabhi hona nahi
aisa kabhi hona nahi ( rona nahi ) -2
marna hai fizool
hamae bhool ho gayi ...

mausam hai mastaana aise mat jaana ( mere peechhe mat aana ) -2
jaana hai to chali jaao nakhare na dikhaao chali jaao
( are re ) -2 aise mat rooth jaao achchha nahi jaati aao
ham do banke phool
hamen bhool ho gayi ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about RAAM BALRAAM ...