Songs from film RAAMPUR KA LAKSHMAN
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein
Singer: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Hmm hm hm hmm hmm hm
Haan, kya kahaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye ram
Kuchh likhaa?
Haan
Kyaa likhaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Achchhaa, aage kyaa likhoon?
Aage?
Socha hai ek din main use milke
Keh daalon apne sab haal din ke
Aur kardoon jeevan uske hawale
Phir chhod de chaahe apna bana le
Main to uska re hua deewana
Ab to jaisa bhi mera ho anjaam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Likh liyaa?
Haan
Zaraa padhake to sunaao na
Chaaha hai tumne jis baawri ko
Woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko
Naina uthaae to pyaar samjho
Palken jhukaa de to ikraar samjho
Rakhti hai kabse chupa chupa ke
Kyaa?
Apne hoton mein piya tera naam

Pyar ka Samay
Singer: UNKNOWN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
arey (pyar ka samay kam hai jaha
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali) - 2
jo bhi kare pyaar main uska yaar
galat mujhe na samajhana
main toh yaha aaya hu milan ke liye
main subha shaam sabka ghulaam
itna magar yaad rakhana
bura hu main bas dushman ke liye
ulfat ke jo pyaase ho tum
chahat kahu main bhi sawaali
pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali
abhi yeh samaa hai meharbaan
jhoom ke jee le deewnae
kaisi haar mastaani raat hain
zindagi ka lele mazaa
phir kya ho kaun jaane
bhai mere kuchh na tere haath hain
do chaar pal lehra ke chal
aye zindagi kab rukane wali
pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali
khel haseen aadat meri
shukra hai na main na jaanu
maine yahi ab tak jaana nahi
tum bhi mere - 2
sabko apnaa hi maanu
par yeh dil sabka deewana nahi
aur jispe hai deewana dil
uski adaa sabse nirali
(pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali) - 2
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali) - 2
jo bhi kare pyaar main uska yaar
galat mujhe na samajhana
main toh yaha aaya hu milan ke liye
main subha shaam sabka ghulaam
itna magar yaad rakhana
bura hu main bas dushman ke liye
ulfat ke jo pyaase ho tum
chahat kahu main bhi sawaali
pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali
abhi yeh samaa hai meharbaan
jhoom ke jee le deewnae
kaisi haar mastaani raat hain
zindagi ka lele mazaa
phir kya ho kaun jaane
bhai mere kuchh na tere haath hain
do chaar pal lehra ke chal
aye zindagi kab rukane wali
pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali
khel haseen aadat meri
shukra hai na main na jaanu
maine yahi ab tak jaana nahi
tum bhi mere - 2
sabko apnaa hi maanu
par yeh dil sabka deewana nahi
aur jispe hai deewana dil
uski adaa sabse nirali
(pyar ka samay kam hai jahaa
ladate hai log kaise wahaa
kyon mere yaar maine bhi aaj
kya baat khi de taali) - 2
Raampur Ka Vaasi Hu Main
Singer: KISHOR KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
raamapur ka vaasi huun main laxman mera naam
seedhii-saadi boli meri seedhaa-saada kaam
o par huun bada albela
sau ke baraabar akela
raampur ka vaasi ...
rukanaa-jhukana main kya jaanoon ai bhaai
ho yaar ki yaari mujhako yahaan talaq laai
are khel tamaasha mujhako mat samajho pyaaron
ho abhi to parada uthane mein der hai yaaron
( tum dekhoge ) -2 us roz mujhe main apani jaan pe jis din khela
raamapur ka vaasi ...
pyaar-mohabbat mein vaise to dheela hoon
haan lekin dil ka main bhi bada rangeela hoon
are aankhon-aankhon hi mein dil pe laharaaoon
o in honthon ki laali utaar le jaaoon
( kar doon paagal ) -2 ho koi gaanv ki gori ya koi shahari laila
raamapur ka vaasi ...
soot pahan kar tum dekho naqali sapana
ho meri dhotee-kurate pe sochakar hansana
are khaddar ki chhaaya mein bhaarat jaaga hai
is laathi se angrez dar ke bhaaga hai
ye angrezi faishan-vaishan main kya jaanoon main hoon bhaarat ka chhaila

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about RAAMPUR KA LAKSHMAN ...