Songs from film ROOP TERA MASTANA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Bade Bewafa
Singer: MOHAMMAD RAFI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Oh oh oh, mm m
Bade bewafa hain yeh husn waale - 2
Par teri baat kuch aur hai
Bade bekhabar hain yeh ishq waale
Par meri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Aa, mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Husn waalon ki hai bas yahi daastaan
Kaise kaise na jaane deewane dil
Inhi bewafaaon ne tod daale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Aa, tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Zikr tera yeh tera fasaana nahin
Bholi bhaali hai inki surat magar
Bade sangdil hain yeh bhole bhaale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Par teri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Bade bewafa hain yeh husn waale - 2
Par teri baat kuch aur hai
Bade bekhabar hain yeh ishq waale
Par meri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Aa, mit gaya jis pe yeh ho gaye meherbaan
Husn waalon ki hai bas yahi daastaan
Kaise kaise na jaane deewane dil
Inhi bewafaaon ne tod daale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Aa, tu kahin jaaneman ruth jaana nahin
Zikr tera yeh tera fasaana nahin
Bholi bhaali hai inki surat magar
Bade sangdil hain yeh bhole bhaale
Bade bewafa hain yeh husn waale
Par teri baat kuch aur hai
Bade bewafa hain yeh husn waale
Dil Ki Baatein
Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ki : dil ki baate
la : dil hi jaane
ki : aankhen chheden
la : sau afasaane
ki : naazuk-naazuk
la : pyaare-pyaare
ki : vaade hain
la : iraade hain
ki : aa-aa mil ke daaman daaman se baandh len
la : aa-aa mil ke daaman daaman se baandh len
ki : dil ki baate ...
tu hans padi ya phulajhadi chhooti kaheein dhadakan badhi
ik shola sa lahara gaya
la : ha ha ye noor hoga teri aankhon mein pyaar ka
ki : ya nagama goonja hoga bahaar ka
dil ki baate ...
la : tu jo kahe main vo kahoon saaya banoon sang-sang rahoon
tu aur main ab ek hain
ki : aa-a main geet ban tere honth choom loon
la : a sapana ban ke in aankhon mein jhoom loon
do : dil ki baate ...
la : dil hi jaane
ki : aankhen chheden
la : sau afasaane
ki : naazuk-naazuk
la : pyaare-pyaare
ki : vaade hain
la : iraade hain
ki : aa-aa mil ke daaman daaman se baandh len
la : aa-aa mil ke daaman daaman se baandh len
ki : dil ki baate ...
tu hans padi ya phulajhadi chhooti kaheein dhadakan badhi
ik shola sa lahara gaya
la : ha ha ye noor hoga teri aankhon mein pyaar ka
ki : ya nagama goonja hoga bahaar ka
dil ki baate ...
la : tu jo kahe main vo kahoon saaya banoon sang-sang rahoon
tu aur main ab ek hain
ki : aa-a main geet ban tere honth choom loon
la : a sapana ban ke in aankhon mein jhoom loon
do : dil ki baate ...
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about ROOP TERA MASTANA ...
