Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film ROSHNI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Dil KeJharokay Mein - Roshni

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Dil Kay Jharokay Mai
Dheeray Say Chaandni Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai
Dil Kay Jharokay Main
Dheeray Say Chaandni Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai...

Meri Raahon Main Nai Roshni Lai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai...

Mehki Ghata Ban Jaoon
Nagmay Hawa Kay Gaoon
Yaad Dilaoon Tujhko Bhooli Dastaan

Mehki Ghata Ban Jaoon
Nagmay Hawa Kay Gaoon
Yaad Dilaoon Tujhko Bhooli Dastaan
Shamay Jala Kay Dekho
Shaam Surmai Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai
Dil Kay Jharokay Main
Dheeray Say Chaandni Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai...

Yaadon Ki Rim Jhim Main Tu
Is Dil Kay Darpan Main Tu
Sunehray Khwaabon Main Hai
Teri Kehkashaan
Yaadon Ki Rim Jhim Main Tu
Is Dil Kay Darpan Main Tu
Sunehray Khwaabon Main Hai
Teri Kehkashaan

Palkain Utha Kay Dekho Nai Zindagi Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai
Dil Kay Jharokay Main
Dheeray Say Chaandni Aai
Meri Raahon Main Nai Roshni Lai...

Kya Ho Gaya

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kya Ho Geya Jo Hum Na Mila
Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay

Kisi Aur Ki Zindagi Bann Gayee

Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay
Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay

Kisi Aur Ki Zindagi Bann Gayee

Jalti Rahee, Ek Aag Main
Piyasee Chalee, Tum Saath Main

Jalti Rahee, Ek Aag Main
Piyasee Chalee, Tum Saath Main

Kya Ho Geya Jo Hum Chal Basay
Kya Ho Geya Jo Hum Chal Basay

Kisi Aur Ko Tow Haya Mil Gayee

Teri Yaad Phir Mujhay Aati Hay
Kaanto Pei Kiyoon Zindagee Katee Hay

Hooooo......

Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay
Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay

Kisi Aur Ki Zindagi Ban Gayee

Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay
Kya Ho Geya Jo Hum Na Milay

Kisi Aur Ki Zindagi Ban Gayee

Mehandi Legh Ghi Tera Haath

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Mehndi legh ghi tera hat
Mehndi legh ghi tera hath
dolakh bajh ghi sari raat
jakh ka tum sajan ka sath
Bool na jahana yeah din raat
tuja ko dais piya ka bahya
Tera piya tera gun gayia
aya kushio ki barath
la ka ranghoo ki raat
Mehandi legh ghi tera hath
Dolakh bajh ghi sari raat.
kangna jab bahyoo main kehana
bola yeah dil tera pai menka
jaya ka karo na koi bath
sab na jan lia hai yeah jazbath
Mehandi legh ghi tera hath
Dolakh bajh ghi sari raat
Tera gougeth jo othyia
Roob tera sahya na paya
chand ko vo bool jaya dekha tera sangar
Mehandi legh ghi tera hath
Dolakh najha ghi sari raat
Tera metha ka yeah jumera
boola piya ka metha koo choo kar
sajan sun loo meri bath
jevan ber ka hai yeah sath
Mehandi legh ghi tera hath
Dolakh bajha ghi sari raat
Mehandi legh ghi
Dolkah bajha ghi
Mehandi la ghi
Dolkah bajha ghi.

Mushkil Hain Bahut

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

lala nanan nanan nanan
nana nanan nananann

Mushkil hay bohot hay jana saray meray dil kay rastay
Ap apni qaid main hoon koi janta naheen heheeeeee
Zindan banay huay hain saray meray dil kay rastay

Ap apni qaid main hoon koi janta naheen heheeeeee
Zindan banay huay hain saray meray dil kay rastay

Suntay rahay hain wo bhi meree dastanay gham
Yadai banay huay hain saray meray dil kay rastay
Mushkil hay bohot hay jana saray meray dil kay rastay
Mushkil hay bohot hay jana saray meray dil kay rastay

Mushkil
lala lala

Tu Khwaab Tha Zindagi Tha Meri

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Tu khwaab tha zindagi tha mer
jaise usul geet mein naghmagi
tu saanson mein meri hi tha basaa
tu rooh mein raabta jism ka
tu hi to tha mera jeevan
tu hi to tha mera pyaar
tu hi to tha mera sapna
tu hi to tha mera saath
inteezar kerti rahi mein
woh bahaar phir na mili
taaron bhari raat thi shabnami
tu jo meray mein teray saath thi
tanhayii thi kuch haseen si lagi
tu chaand sa mein teri chaandi
tu hi to tha mera jeevan
tu hi to tha mera pyaar
tu hi to tha mera sapna
tu hi to tha mera saath
beqaraar hoti rahi mein
dil ki aag phir na bujhi..
tu hi to tha mera jeevan
tu hi to tha mera pyaar
to hi to tha mera sapna
tu hi to tha mera saath
intezaar kerti rahi mein
woh bahaar phir na mili
intezaar kerti rahi mein
woh bahaar phir na mili
intezaar kerti rahi mein
woh bahaar phir na mili

Woh Kaun Hai Jo Dikhayi

Singer: HADIQA KIYANI

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Woh kaun hai..
joo dikhayee na dee.
woh kaun hai...
joo dikhayee na dee.
hai
hai
Dil kay kisi...
ajnabee rasate per
chalay ja raha hai.
woh kaun hai...
joo dikhayee na dee...
woh kaun hai...
joo dikhayee na a dee.

Woh hee, kadmoo ki ahhatai milee, jis taraf bhee mein jana lagee...
jana lagee...
Woh hee kadmoo ki ahhatee milee, jis taraf bhee mein jana lagee.
Kasi surat hai yeh izhar ke...e
jo dikhayee na dee
hai
hai
dil kay kisi...
ajnabee rasate per...
chalay ja raha...
chalay ja raha ...
woh kaun hai
joo dikhayee na a dee.

Teri yaadow mein gum hoo gahee...
jantee hoo ki tu mera nahee...
mera nahee
teri yaadow mein gum hoo gahee...
jantee hoo ki tu mera nahee.
kasai dookha mai ma kud a gahee...
joo dikhayee na dee
hai
hai
Dil kay kisi.
ajnabee rasate per ...
chalay ja raha hai
woh kaun hai
joo dikhayee na de
woh kaun hai
joo dikhayee na dee
hai
hai
Dil kay kisi
ajnabee rasate per
chalay ja raha
chalay ja raha
chalay ja raha
chalay ja raha
chalay ja raha hai.

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about ROSHNI ...