Songs from film SAHEB
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Chalte Chale Lehron Ke Saath
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
chalte chale lehron ke saat
yaad nahin din hai ki raat
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
jaana humko jaana hai wahan
apne dil ki manzil hai jahan
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
gaadi chhooti pehla safar hai shuru
poori hogi dil mein hai jo arzoo
gaadi chhooti pehla safar hai shuru
poori hogi dil mein hai jo arzoo
yeh safar hai naya hain naye raaste
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
A lady' s voice: good morning ladies and gentlemen we welcome you aboard indian airlines flight 416 proceeding to delhi. kindly fasten your seat belts. we wish you a pleasant flight. thank you!
hum to udke choone chale aasman
dekha kab tha yeh khubsurat jahaan
hum to udke choone chale aasman
dekha kab tha yeh khubsurat jahaan
hum jawaan dil jawaan hai jawaan hosle
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
aaye toofan chaahe uttein aandhiyaan
humko ek din paana hai saahil yahan
aaye toofan chaahe uttein aandhiyaan
humko ek din paana hai saahil yahan
sach kabhi honge to mere bhi khwaab yeh
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
jaana humko jaana hai wahan
apne dil ki manzil hai jahan
yaad nahin din hai ki raat
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
jaana humko jaana hai wahan
apne dil ki manzil hai jahan
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
gaadi chhooti pehla safar hai shuru
poori hogi dil mein hai jo arzoo
gaadi chhooti pehla safar hai shuru
poori hogi dil mein hai jo arzoo
yeh safar hai naya hain naye raaste
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
A lady' s voice: good morning ladies and gentlemen we welcome you aboard indian airlines flight 416 proceeding to delhi. kindly fasten your seat belts. we wish you a pleasant flight. thank you!
hum to udke choone chale aasman
dekha kab tha yeh khubsurat jahaan
hum to udke choone chale aasman
dekha kab tha yeh khubsurat jahaan
hum jawaan dil jawaan hai jawaan hosle
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
aaye toofan chaahe uttein aandhiyaan
humko ek din paana hai saahil yahan
aaye toofan chaahe uttein aandhiyaan
humko ek din paana hai saahil yahan
sach kabhi honge to mere bhi khwaab yeh
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
chalte chale lehron ke saath
yaad nahin din hai ki raat
jaana humko jaana hai wahan
apne dil ki manzil hai jahan
Jawaan Hain Dil
Singer: UNKNOWN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
((jawaan hain dil jawaan hain hu
mohhabat ka hasin mausam) - 2
javaani mein bhala kya ho
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam) - 2
sapno ke din hain, phoolon ka mausam
saanson mein hain kya garmiya
nazare pehchaan le, bin bole jaan le
kya bole pyaasa dil ye jawaan
milake jawaan dil jhume jahaan
aayi koi gam se ???
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam
jawaan hain dil jawaan hain hum
mohhabat ka hasin mausam
javaani mein bhala kya ho
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam
mohhabat ka hasin mausam) - 2
javaani mein bhala kya ho
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam) - 2
sapno ke din hain, phoolon ka mausam
saanson mein hain kya garmiya
nazare pehchaan le, bin bole jaan le
kya bole pyaasa dil ye jawaan
milake jawaan dil jhume jahaan
aayi koi gam se ???
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam
jawaan hain dil jawaan hain hum
mohhabat ka hasin mausam
javaani mein bhala kya ho
taram pam pam, taram pam pam
taram pam pam pa pam pa pam pa pam
Kya Kabar Kya Pata
Singer: KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(kya khabar kya pat
kya khushi hain, gham hai kya) - 2
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
(apane dil ka dard ye
umarr bhar haskar piye
jina usaka jina hain
jo auron ki khaatir jiye) - 2
kaam le jindadili se
yoon hi khele jindagi se
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
kya khushi hain, gham hai kya) - 2
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
(apane dil ka dard ye
umarr bhar haskar piye
jina usaka jina hain
jo auron ki khaatir jiye) - 2
kaam le jindadili se
yoon hi khele jindagi se
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
le ke aansu jo hansi de
gham ke badle jo khushi de
raaj ye jaana usine
jindagi kya hain jindagi
kya khabar kya pata
kya khushi hain, gham hai kya
Tuk Tuk Tuk Pyar Karoongi
Singer: UNKHOWN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(tuk tuk tuk pyar karoong
jo bhi hain pasand baar baar karoongi) - 2
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
main hoon paagal hawaan
main hoon udati ghata
apani ada pe hoon deewaani
la la la.....
main to chup na rahoon
jo hain sach wo kahoon
aadat hain ye meri puraani
sabse juda hain manjil meri
sabse juda raasata
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
la la la.....
mujhko tadpaayega, tu bhi pachataayega
tadpega tanaha dil ye tera
la la la.....
main kahin kho gayi, door jo ho gayi
jaanega phri tu mol mera
chehare hasin laankhon milenge
hoga kahaan dil mera
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
(tuk tuk tuk pyar karoongi
tuk tuk tuk.......) - 2
jo bhi hain pasand baar baar karoongi) - 2
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
main hoon paagal hawaan
main hoon udati ghata
apani ada pe hoon deewaani
la la la.....
main to chup na rahoon
jo hain sach wo kahoon
aadat hain ye meri puraani
sabse juda hain manjil meri
sabse juda raasata
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
la la la.....
mujhko tadpaayega, tu bhi pachataayega
tadpega tanaha dil ye tera
la la la.....
main kahin kho gayi, door jo ho gayi
jaanega phri tu mol mera
chehare hasin laankhon milenge
hoga kahaan dil mera
tuk tuk tuk pyar karoongi
jo bhi hain pasand baar baar karoongi
koi kahin roke mujhe
roke mujhe toke mujhe
phir dekhe hota hain kya
(tuk tuk tuk pyar karoongi
tuk tuk tuk.......) - 2
Yaar Bina Chain Kahaan Re
Singer: JANAKI, BAPPI LAHARI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
yaar bina chain kahaan r
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
koi naya sapana nigaahon mein to hain
koi naya saathi nayi raahon mein to hain
dil jo milenge takdeer banegi
jindagi ki nayi tasweer banegi
pyaar mein ye dil bekaraar karle
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
yaar hame paisa nahin pyaar chahiye
koi man chaha dildaar chahiye
hire moti aise jahaan dil na toole
sapano ka koi sansaar chaahiye
ye bhi hoga thoda intzaar karale
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
(sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, (are pyaar karle- 2) - 2
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
koi naya sapana nigaahon mein to hain
koi naya saathi nayi raahon mein to hain
dil jo milenge takdeer banegi
jindagi ki nayi tasweer banegi
pyaar mein ye dil bekaraar karle
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle - 2
yaar hame paisa nahin pyaar chahiye
koi man chaha dildaar chahiye
hire moti aise jahaan dil na toole
sapano ka koi sansaar chaahiye
ye bhi hoga thoda intzaar karale
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
(sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, (are pyaar karle- 2) - 2
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SAHEB ...
