Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film SAILAAB

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Humko Aaj Kal Hain

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Uljhi hai yeh kis chaal mein t

Hai aaj kal kis haal mein tu

Uljhi hai yeh kis chaal mein tu

Hai aaj kal kis haal mein tu

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Yeh roop hai kyon thamka
Yeh rang hai kyon chamka
Yeh saans teri mehki hai kyon

Yeh masti hai jo chhalki
Yeh chunri hai jo dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyon

Yeh roop hai kyon thamka
Yeh rang hai kyon chamka
Yeh saans teri mehki hai kyon

Yeh masti hai jo chhalki
Yeh chunri hai jo dhalki
Yeh chaal teri behki hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Kyon aag se hai jalwe
Kyon shog tere mann mein
Tu aise machalti hai kyon

Hai kaisa nasha chhaaya
Misne tumhe mehkaaya
Tu girti sambhalti hai kyon

Kyon aag se hai jalwe
Kyon shog tere mann mein
Tu aise machalti hai kyon

Hai kaisa nasha chhaaya
Misne tumhe mehkaaya
Tu girti sambhalti hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Kyon mehka hai yeh gajhra
Kya kehta hai yeh gajhra
Tu sapnon mein khoyi hai kyon

Bechain hain kyon naina
Kyon khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyon

Kyon mehka hai yeh gajhra
Kya kehta hai yeh gajhra
Tu sapnon mein khoyi hai kyon

Bechain hain kyon naina
Kyon khoya tune chaina
Na jaagi na soyi hai kyon

Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar
Humko aaj kal hai intezaar
Koyi aaye leke pyaar

Koyi aaya, dekho aaya, aa gaya
Aa gaya woh aa gaya
Aa gaya woh aa gaya

Posted By : Mastani Laila

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about SAILAAB ...