Songs from film SAJNI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Kismat Kaa Nahin Dosh
Singer: SUDHIR PHADAKE, LATA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Sudhir
kismat kaa nahin dosh baavare aa aa aa
do:
kismat kaa nahin dosh baavare, dosh nahin bhagavaan kaa
dukh denaa insaan ko jag men kaam rahaa insaan kaa
kismat kaa nahin dosh baavare
Sudhir:
sukh ki nind na so paayegaa, jaag o paapi jaag re
kisaki phulavaari men lagaa di, naahak tuu ne aag re
jagamag jalane diyaa na jag men, dip kisi ke praan kaa
do:
dukh denaa insaan ko jag men, kaam rahaa insaan kaa
kismat kaa nahin dosh baavare
Sudhir:
kis ke ras ko vish kar daalaa - 2
diyaa kise dukh kaa vish pyaalaa
ek din tujhako bhi das legi, tere paapon ki vish jvaalaa
sholaa bhadak uthegaa ek din, tere soye gyaan kaa

Nindiyaa Bulaane Vaali
Singer: LATA
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
nindiyaa bulaane vaali, sapane dikhaane vaali -
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne - 2
so jaa so jaa naunihaal, mere aankh ? ke laal - 2
tujhe dekh mere baal, meri ankhiyaan nihaal
lagan lagaai pyaare, puunam ke chaand ne
murali bajaai pyaare, puunam ke chaand ne
puunam ke chaand ne, puunam ke chaand ne,

liye kiranon ki dori, aai chaandani ki chhori - 2
madhuras men boli, koi mithi mithi lori
rajani sajaai pyaar
rajani sajaai pyaare, puunam ke chaand ne

mere maanasarovar, mere piyaa ki sarohar - 2
praanavaaron main niharuun, teraa mukhadaa manohar
prit jagaai pyaare
prit jagaai pyaare, puunam ke chaand ne
nindiyaa bulaane vali

Raat Andhiyaari Hai
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Raat Andhiyaari Ha
raat andhiyaari hai, maat dukhiyaari hai
sukh se tuu so mere praan, mere maan, meri rain ke vihaar
raat andhiyaari hai
taare hain gagan mein, aansuu hain nayan mein
ab naa samaaye meri pir, mere man mein
dharati bhi roye aur roye aasamaan
mere praan, mere maan, meri rain ke vihaar
raat andhiyaari hai
sisak rahaa hai praan, vinaa kaa taar taar
jahaan bhi nayan jaaye andhakaar andhakaar - 2
aansuuon ke motiyon ki tuu hai musakaan

jahaan bhi tuu rahe, mere aansuuon ki dhaar rahe
balihaari jaauun maan, meraa man praan kahe
mere pyaare devataa kaa tuu hai varadaan

Saajan Ke Paas Chali Sajani
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
tan puujan ka taal hai, man puujan ka phuu
sajan milan ko jaa rahi, sajani sab dukh bhuul
(saajan ke paas chali sajani milan ki rajani aa gai
milan ki rajani aa gai) - 2
dhan indradhanush tan sohe darpan men ruup man mohe - 2
nak shik singaar sanvaaraa, sabhi nainon ko bhaa gai
milan ki rajani aa gai
saajan ke paas chali sajani - 2
kahin bajati milan baansuriyaa
binaa piyaa kahe jiyaa piyaa piyaa - 2
mere man men ras ki badariyaa aa barasi, phir chaa gai
milan ki rajani aa gai
saajan ke paas chali sajani - 2
ban chitavan chandr chakori - 2
tum daalo kiran ki dori - 2
main lapaton ke pat pahane, agan ke ras men aa rahi
milan ki rajani aa gai
saajan ke paas chali sajani
milan ki rajani aa gai - 2
saajan ke paas chali sajani - 4

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SAJNI ...