Songs from film SANGAM
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Dost dost na raha
Singer: MUKESH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Dost dost na raha, pyaar pyaar naa rah
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha...
Safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti
Woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi
Nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha

Har Dil Jo Pyar Karega
Singer: MUKESH, LATA MANGESHKAR, AND MAHENDRA KAPOOR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega -
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega - 2
Deewana
Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain
Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain
Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o
Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Bhooli bisri yaadein mein hanste gaate bachpan ki
Raat beraat chali aati hai neend churaane nainan ki
Ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye, ho
Jaane kab in aankhon ka sharmaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Apni apni sabne keh li, lekin hum chupchaap rahe
Dard paraaya jisko pyaara, voh kya apni baat kahe
Khaamoshi ka yeh afsaana reh jaayega baad mere, o
Apna ke har kisi ko begaana jaayega

Main Kya Karun Raam Mujhe Buddha Mil Gaya
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
main kyaa karun raam mujhe buddha mil gaya
haay, haay buddha mil gayaa
main gudiyaa hasin meri morani si chaal hai
sar mein safed usake dada ji sa baal hai
bigadega har kaam mujhe buddha mil gayaa
main kyaa karun raam mujhe buddha mil gayaa...
sab jo gaye baag meraa buddha bhi chalaa gaya
sab to laaye phuul buddha gobhi le kar aa gaya
main ho gai badnaam mujhe buddhaa mil gaya
main kya karun raam mujhe buddha mil gaya ...
pariyon ke desh mujhe buddha le kar aa gaya
main ne jo uthaya ghuunghat buddha gussaa khaa gaya
ab kyaa hogaa anjaam mujhe buddha mil gaya
main kya karun raam mujhe buddha mil gaya...

Mere Man Ki Ganga
Singer: MUKESH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Mere Man Ki Ganga Aur Tere Man Ki Jamuna K
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Are Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Nahin
Kitni Sadiyan Beet Gayi Hain Hai Tujhe Samjhane Mein
Mere Jaisa Dheeraj Wala Hai Koi Aur Zamane Mein
Dil Ka Badhta Bojh Kabhi Kam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Nahin...Nahin...Kabhi Nahin...Chup
Do Nadiyon Ka Mail Agar Itna Paavan Kehlata Hai
Kyon Na Jahan Do Dil Milte Hain
Swarg Wahin Ban Jata Hai
Har Mausam Hai Pyar Ka Mausam Hoga Ke Nahin
Bol Radha Bol Sangam Hoga Ke Nahin
Jaoo Na Kyon Satate Ho...Hoga ...Hoga... Hoga.

O mere sanam, o mere sanam
Singer: LATA MANGESHKAR AND MUKESH
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
--FEMALE-
Aa aa, aa aa aa aa
(O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum) - 2
O mere sanam, o mere sanam
Tan saunp diya, man saunp diya
Kuch aur to mere paas nahin
Jo tumse hai mere hamdam
Bhagwaan se bhi voh aas nahin - 2
Jis din se hue ek duje ke
Is duniya se anjaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--MALE--
Sunte hain pyaar ki duniya mein
Do dil mushkil se samaate hain
Kya gair vahan apnon tak ke
Saaye bhi na aane paate hain - 2
Humne aakhir kya dekh liya
Kya baat hai kyoon hairaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--FEMALE--
Mere apne, apna yeh milan
Sangam hai yeh ganga jamuna ka
Jo sach hai saamne aaya hai
Jo beet gaya ek sapna tha - 2
Yeh dharti hai insaanon ki
Kuch aur nahin insaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
--MALE--
O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--FEMALE--
(O, o, o)
Aa aa, aa aa aa aa
(O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum) - 2
O mere sanam, o mere sanam
Tan saunp diya, man saunp diya
Kuch aur to mere paas nahin
Jo tumse hai mere hamdam
Bhagwaan se bhi voh aas nahin - 2
Jis din se hue ek duje ke
Is duniya se anjaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--MALE--
Sunte hain pyaar ki duniya mein
Do dil mushkil se samaate hain
Kya gair vahan apnon tak ke
Saaye bhi na aane paate hain - 2
Humne aakhir kya dekh liya
Kya baat hai kyoon hairaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--FEMALE--
Mere apne, apna yeh milan
Sangam hai yeh ganga jamuna ka
Jo sach hai saamne aaya hai
Jo beet gaya ek sapna tha - 2
Yeh dharti hai insaanon ki
Kuch aur nahin insaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
--MALE--
O mere sanam, o mere sanam
Do jism magar ek jaan hain hum
Ek dil ke do armaan hain hum
O mere sanam, o mere sanam
--FEMALE--
(O, o, o)
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SANGAM ...