Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film SAPNE SAAJAN KE

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Aa Raha Hai Maza

Singer: ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aa raha hai maza teri baahon mein
aa raha hai nasha teri nigaahon mein
aa raha hai maza ...

meri aarazu bhi tum ho meri zindagi bhi tum ho
jaan-e-jaan suno zara mere dil ki sada
aa raha hai maza ...

kabhi jalan kabhi chubhan bujhati nahi saanson ki agan
zara paas a jaayega mujhe chain a jaayega
aa raha hai maza ...

javaan javaan ye haseen samaan jaane kaisi ye pyaas jagi
kya bebasi kya bekhudi saare tan mein aag lagi
ye pyaar aur kitana tadapaayega
aa raha hai maza ...

Dil Ne Socha Tha

Singer: ALKA YAGNIK, SHAILENDRA SINGH

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

dil ne socha tha tum bilkul vaisi ho
dil ne jo socha tha tum bilkul vaisi ho
mujhase karogi kya dosti
dil ne socha tha ...

dil mera mujhase jo chaahe jaan-e-jaan mujhako hua hai
rah na sakoon tere bin ye ahasaas hone laga hai
deevaana hai dil bas tu hai manzil
de mujhe ek nazar pyaar ki
dil ne socha tha ...

pahali nazar se hi tum pe aaya kasam se mera dil
bole kai jhooth maine bas tumako paane ki khaatir
ab bas teri baahon mein jeena hai marana hai
tumase hai sanam meri khushi
dil ne socha tha ...

main to gareeb aadami hoon mahalon mein rahata nahi
vo khel ya dillagi thi ab main jhooth kahata nahi hoon
na mera bangala hai na gaadi hai
magar kami nahi pyaar ki
dil ne socha tha ...

Kahata Hai Ye Mausam

Singer: UNKNOWN

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Kahata Hai Ye Mausam, Chha Rahi Hai Kaheen Pe Ghata
Panchhi Gaa Rahe Hain, Inse Poochhuungi Tera Pata
Meri Julphon Ko Chhede, Deewani Ye Paagal Hawa
Sapane Saajan Ke, De Rahe Ab Hamko Sada

Bhanvare Tarane Gaye, Gaake Hame Sunaaye
Phoolon Ka Dil Hai Jawaan
Aai Jawaani Aayi, Kya Rut Suhani Aayi
Kitna Haseen Hai Sama
Aise Mein Ji Karta Hai Karne Ko Koi Khata
Kehta Hai Ye Mausam, Chha Rahi Hai Kaheen Pe Ghata

Apana Banaaungi Main, Dil Mein Basaaungi Main
Jab Vo Milega Mujhe
Kiski Deewani Hoon Main, Kiski Kahaani Hoon Main
Kaise Bataaun Tujhe
Aaj Nahi To Kal Mil Jaayega Uska Pata
Kahata Hai Ye Mausam, Chha Rahi Hai Kaheen Pe Ghata - 2

[ Kahata Hai Ye Mausam Songs Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Sapne Sajan Ke

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

mera paagal jiya na maane meri bechaini koi na jaane - 2
nind uda ke le gayi meri ankhiyon se - 2
jina kiye dushwaar sapane saajan ke
mera jina kiye dushwaar sapane saajan ke - 2
saari raina mujhe tadapaaye meri betaabiyon ko badhaaye - 2
chain churaake le gaye mere dil se - 2
jina kiye dushwaar sapane saajan ke
mera jina kiye dushwaar sapane saajan ke - 2

ye bekaraari toh pehale nahi thi - 2
itani khumaari toh pehale nahi thi - 2
main dil wo meri dhadakan hain dekhu jaha waha saajan hain
saajan saajan hai wo mera saajan hai - 2
chupake dekho aaj meri duniya mein - 2
aaye hai pehali baar sapane saajan ke - 3

laali chunar usake sar pe sajaake - 2
laaunga main apani dulhan banaake - 2
wo toh basi hai meri saanso mein tasvir hai usaki aankhon mein
usaki aankhon mein aankhon aankhon mein - 2
sej sajegi yaar ek din kaliyon se - 2
laaye hai mehaki bahaar sapane saajan ke - 3
mera paagal jiya na maane meri bechaini koi na jaane
saari raina mujhe tadapaaye meri betaabiyon ko badhaaye
nind uda ke le gayi meri ankhiyon se
chain churaake le gaye mere dil se
jina kiye dushwaar sapane saajan ke
mera jina kiye dushwaar sapane saajan ke - 4, ho mera
sapane saajan ke - 8

Shikva Karoon Ya Shikayat

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

shikava karoon ya shikaayat karoon par main tujhi se mohabbat karoon
baagi banoon ya bagaavat karoon par main tujhi se mohabbat karoon
shikava karoon ya ...

mohabbat mein aksar ladaai hui hai magar na kabhi bhi judaai hui hai
saare jahaan ke sitam mujhako de de
kha ke kasam main kahati hoon tumase pahali baar
nafarat karoon ya adaavat karoon
par main tujhi se ...

mujhako bhi aata hai vaada nibhaana tere lie chhod doon zamaana
main to nibhaaoongi chaahat ki kasamein tod doongi saari duniya ki rasmein
roothuun ya tumase sharaarat karoon
par main tujhi se ...

Yeh Dua Hai Meri Rab Se

Singer: ALKA YAGNIK

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

ye dua hai meri rab se
tujhe ye aashiqi mein sab se
meri aashiqi pasand aaye
ye dua hai meri ...

tu husn ke rangon mein likhi hui gazal hai
tu pyaar ke dariya mein khilata hua kamal hai
ye dua hai meri ...

mere dil ke aayeene mein tasveer hai tumhaari
ab to tum ban gae zingagi hamaari
mujhe ye saadagi mein sab se meri saadagi pasand aaye
ye dua hai meri ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about SAPNE SAAJAN KE ...