Songs from film SARDAAR
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Barakhaa Ki Raat Mein
Singer: GEETA, CHORUS
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
ge
aahaa
ch:
ho haa ho he ho haa
ge:
barkhaa ki raat mein he ho haa
ch:
barkhaa ki raat mein he ho haa
ge:
ras barase nil gagan se - 2
ch:
barkhaa ki raat mein he ho haa - 2
ge:
ras barase nil gagan se - 2
ch:
barkhaa ki raat mein he ho haa - 2
ge:
(tap tap aaye meraa aanchal bhigoye
tap tap aaye mere mukhade ko dhooye) - 2
meraa kaanp kaanp jaaye jiyaa buundan se
ras barase nil gagan se
ch:
barkaa ki raat mein he ho haa - 2
ge:
koi kahe baadal se moti gire - 2
koi kahe raat haaye roti phire - 2
main to maang laayi saawan ko phaagun se
ras barase nil gagan se
ch:
barkhaa ki raat mein he ho haa - 2
ge:
bhige hai tan phir bhi jalataa hai man - 2
jaise ke jal mein lagi ho agan - 2
raam sab ko bachaaye is ulajhan se

Pyaar Ki Ye Talkiyaan
Singer: LATA MANGESHAKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
pyaar ki ye talkiyaan, jo na sah sakuun to main kyaa karuu
pyaar ki ye talkiyaan
dil kaa karaar le ke sanam,tum jo chal diye - 2
aaj mere gam pe ye aansuu bhi hans diye
sahani padi hai yuun mujhe tujh bin,paas aa ?
pyaar ki ye talkiyaan
aankhon mein rah gai, tere milane ki aarazuu - 2
suuni si chaandani hai, huaa jab se duur tuu
ashkon kaa bas chale to kare karen tujh se jaa bayaan
pyaar ki ye talkiyaan
kismat se puuchhati hai muhabbat, tuu ye bataa - 2
naa muraad kyuun rahi meri hasin duaa
kyaa mil gayaa tujhe, mujhe yuun dekhe aasamaan

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SARDAAR ...