Songs from film SARHADEIN - NITISH PIRES
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aazaad Aazaad Aazaad Aazaad....
Singer: NITISH PIRES
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
main na khota sikka jo log mujhe maanate ha
aazaadi ka bhuka
chalata phirata hasata yeh meri pehchaan hai
aazaadi ka bhuka
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
main na aisa kehta woh nahi maanate hai
aazaadi ka bhuka
chalata phirata hasata yeh meri pehchaan hai
aazaadi ka bhuka
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
aazaadi ka bhuka
chalata phirata hasata yeh meri pehchaan hai
aazaadi ka bhuka
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
main na aisa kehta woh nahi maanate hai
aazaadi ka bhuka
chalata phirata hasata yeh meri pehchaan hai
aazaadi ka bhuka
ki woh mujhe baandhane kyun aaye
ki lagate hai kya hai woh mere kaun
ki jab mere haath baandhe jaaye
ki lad jaau josh se main aur
aazaad aazaad aazaad aazaad.........
Kesara Kesara Ho o o Kesara
Singer: NITISH PIRES
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
jab main soya rehta, tu hi mujhe aa ke kehat
aaadhi jindagi hai andhera, baaki jindagi hai savera
tu andhere mein laaye subah
ho o o o kesara o kesara o o o kesara o o o....
waqt yeh tere pichhe, main daudu usake pichhe
waqt ka hoon main ek chela o ??? zindagi main akela
par tu hi toh zindagi deta
ho o kesara ho ho kesara ho ho ho... kesara o o o.....
aaadhi jindagi hai andhera, baaki jindagi hai savera
tu andhere mein laaye subah
ho o o o kesara o kesara o o o kesara o o o....
waqt yeh tere pichhe, main daudu usake pichhe
waqt ka hoon main ek chela o ??? zindagi main akela
par tu hi toh zindagi deta
ho o kesara ho ho kesara ho ho ho... kesara o o o.....
Main Hoon Main Na Tum Jaisa
Singer: NITISH PIRES
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
main na koi majanu na chail
main na baadshaah jisaki ho laila
main na taare todu aasamaan ke
main na gungunaau geet pyaar ke
(main hoon main na tum jaisa
main hoon na uun jaisa, toh kya huva) - 2
main na sar jhukaau na uthaau
main na raah chalate ko giraau
main na samaaj se ??? shudhaaru
main na koi jokar jo hasaau
(main hoon main na tum jaisa
main hoon na uun jaisa, toh kya huva) - 2
main na baadshaah jisaki ho laila
main na taare todu aasamaan ke
main na gungunaau geet pyaar ke
(main hoon main na tum jaisa
main hoon na uun jaisa, toh kya huva) - 2
main na sar jhukaau na uthaau
main na raah chalate ko giraau
main na samaaj se ??? shudhaaru
main na koi jokar jo hasaau
(main hoon main na tum jaisa
main hoon na uun jaisa, toh kya huva) - 2
Oh Saathiya Kyun Mujhse Hai Rootha
Singer: NITISH PIRES
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
oh saathiya kyun mujhse hai rooth
main thoda sa jhuta hoon nakaara
maine tera hasana churaaya
bass rona sikhaaya, main nakaara
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau
aankhein khuli palake bujhi na tu yahaan
(tere bin na reh saku
tere bin na ji sakunga) - 2
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau
main thoda sa jhuta hoon nakaara
maine tera hasana churaaya
bass rona sikhaaya, main nakaara
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau
aankhein khuli palake bujhi na tu yahaan
(tere bin na reh saku
tere bin na ji sakunga) - 2
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SARHADEIN - NITISH PIRES ...
