Songs from film SATI SAVITRI
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Tum Gagan Ke Chandramaa Ho
Singer: LATA, MANNA DE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
tum gagan ke chandramaa ho, main dharaa ki dhuul huu
tum praanon ke devataa ho, main samarpit phuul huun
tum ho puujaa main pujaari, tum sudhaa main pyaas huun
tum mahaasaagar ki simaa, main kinaare ki lahar
tum mahaasangit ke svar, main adhuuri saans huun
tum ho kaayaa main huun chhaayaa, tum kasam main bhuul huun
tum ushhaa ki laalimaa ho, bhor kaa sinduur ho
mere praanon kaa ho gunjan, mere man kaa mayuur ho

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SATI SAVITRI ...