Songs from film SATTA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Gungunaati Hai
Singer: ASHA BHOSLE, SONU NIGAM
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Gungunaati hai, geet gaati hai zindag
Tum jo aaye to
Muskuraati hai, khilkhilaati hai zindagi
Tum jo aaye to
Dil mein ab jaise kaliyaan si khilti hai - 2
Gul khilaati hai, maheke jaati hai zindagi
Tum jo aaye to
Gungunaati hai, geet gaati hai zindagi

Bechain ek laher thi, ab use mil gaye hai kinaare
O bechain ek laher thi, ab use mil gaye hai kinaare
Betaab ek nazar thi, ab use mil gaye hai nazaare
Dil mein ab jaise tasveerein banti hain - 2
Gudgudaati hai, chhed jaati hai zindagi
Tum jo aaye to
Gungunaati hai, geet gaati hai zindagi
Tum jo aaye to
Paaya jo dil ne tumko zindagi har khushi paa gayi hai - 2
Mere hamsafar ho tum jo raah mein raushni chhaa gayi hai
Dil mein ab jaise kirne si chhanti hai - 2
Jhilmilaati hai, jagmagaati hai zindagi

Jeevan path mein mod
Singer: SHUBHA MUDGAL
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jeevan path mein mod hain kitn
Kitne hain doraahein
Kaunsi raah ko chhode raahi
Kis raah jaana chaahe
Kaunse raste apne hain aur kaunse hain begaane
Koi nahin yeh jaane
Jeevan path mein mod hain kitne
Kitne hain doraahein
Kaunsi raah ko chhode raahi
Kis raah jaana chaahe
Zang lagi hain kuch zanjeerein
Kaayi lagi kuch deewaarein
Zanjeeron mein qaidi sapne
Deewaaron pe sar maare
Phool sa har dil kaise patthar se kuchla duniya ne
Koi nahin yeh jaane
Jeevan path mein mod hain kitne
Kitne hain doraahein
Kaunsi raah ko chhode raahi
Kis raah jaana chaahe
Kitne bhi ho gehre andhere
Koi kiran phootegi
Ab na aasha har bandhan se
Ek din to chhootegi
Nayi umangein aayegi mann ka sansaar sajaane

Koi nahin yeh jaane, koi nahin yeh jaane

Masti hi masti
Singer: SHANKAR MAHADEVAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naach
Masti mein hum jo gaaye tum bhi gaao
Jhoome har pal jo aise mann mera to tan kyoon na naache
Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao
Masti hi masti lagta hai ke jaise hai barasti
Masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache

Hum naache dhoom machaaye tum bhi gaao, ho!
Ab hota hai jo hone do, khoye hosh to khone do
Par tum na khona aisi ghadiyaan
Jaagi hui hai saari khushiyaan
Saare ghamon ko sone do
Hey, masti hi masti dekho hai saari aankhon mein basti

Hey, masti hi masti mann jo paa gaya to mann kyoon na naache

Josh mein hum jo aa gaye, lagta hai hum to chhaa gaye
O koi na samjhe, koi na jaane
Tum bhi deewaane hai hum bhi deewaane
Un manzilon ko paa gaye
O, masti hi masti milti hai jin manzilon mein sasti

Masti hi, masti hi

Tum bhi gaao tum bhi gaao, tum bhi gaao tum bhi gaao - 2

More Saiyyan Bhaye
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaa
Ho more saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka - 2
Voh karenge meri dekhbhaal, ab darr kaahe ka
Ab main saari nagariya ki hoon rani
Main karoon chaahe jitni bhi manmaani
Kaun hai, kaun hai
Kaun hai jo karega sawaal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, o more saiyyan
More saiyyan bhaye kotwaal, ab darr kaahe ka
(Kaam hunter ka loongi najariya se
Muft saamaan loongi bajariya se) -2
Jo bhi chaahoon manga loongi thaane mein
Kiski himmat kare der laane mein
Raat din, raat din
Raat din main karoongi dhamaal, ab darr kaahe ka

(Jo bhi aayega najraana laayega
Phir bhi dekhoongi to kaanp jaayega) - 2
Mere nakhre uthaayenge saawariya
Ghoomoongi leke sarkaari motariya
Main lutaaoongi, main lutaaoongi
Main lutaaoongi sarkaari maal, ab darr kaahe ka
More saiyyan, more saiyyan

More saiyyan bhaye kotwaal, bhaye kotwaal

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SATTA ...