Songs from film SHANKER SEETA ANUSUYA
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Hamne Jag Ki Ajab Tasveer Dekhi
Singer: PRADEEP
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
hamne jag ki ajab tasveer dekh
ek hansta hai dus rote hai
yeh (prabhu ki adbhut) - 2
jaagir dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamen hanste mukhade chaar mile - 2
dujhiyaare chehare hazaar mile
yahaa sukh se sau guni peer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
do ek sukhi yahaan laakhon mein - 2
aansu hai karodon aankhon mein
hamne gin gin har taqdeer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
kuchh bol prabhu yeh kya maya - 2
tera khel samajh mein na aaya
hamne dekhe mehal re kutir dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
ek hansta hai dus rote hai
yeh (prabhu ki adbhut) - 2
jaagir dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamen hanste mukhade chaar mile - 2
dujhiyaare chehare hazaar mile
yahaa sukh se sau guni peer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
do ek sukhi yahaan laakhon mein - 2
aansu hai karodon aankhon mein
hamne gin gin har taqdeer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
kuchh bol prabhu yeh kya maya - 2
tera khel samajh mein na aaya
hamne dekhe mehal re kutir dekhi
ek hansta hai dus rote hai
hamne jag ki ajab tasveer dekhi
ek hansta hai dus rote hai
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SHANKER SEETA ANUSUYA ...
