Songs from film SHARAFAT
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Duniya Ne Sunn Li Hai
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
duniya ne sunn li hai chupke apani prem kahan
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
mar gayi meet gayi main ho gayi sharam se paani paani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
koi meri atariya aaya
aa~
koi meri atariya aaya
dekha sabne sarakta saya
kal raat chhupke
koi meri atariya aaya
chor koi hoga main kehke - 2
ban baithi anjaani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
dori haathon mein todd du saiyya
aa~
dori haathon mein todd du saiyya
duniya hothon mein chhod du saiyya
lu na badnaami
dori haathon mein todd du saiyya
kaise chhodu kaise todu - 2
main yeh preet purani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
mar gayi meet gayi main ho gayi sharam se paani paani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
koi meri atariya aaya
aa~
koi meri atariya aaya
dekha sabne sarakta saya
kal raat chhupke
koi meri atariya aaya
chor koi hoga main kehke - 2
ban baithi anjaani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
dori haathon mein todd du saiyya
aa~
dori haathon mein todd du saiyya
duniya hothon mein chhod du saiyya
lu na badnaami
dori haathon mein todd du saiyya
kaise chhodu kaise todu - 2
main yeh preet purani
raja jaani oye hoy raja jaani - 2
Ek Din Aapko Yaad Kiye Magar
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
main manaaun bhala kis tarah aap k
mere ruuthe hue meharbaan aap hai
husn ki yeh kali jiske mann mein khili
uske mann ke aji baagbaan aap hai
(ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh) - 2
aaj ke roj hi aap aur hum mile
par mulakat kitni purani hai yeh
ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh
ek din aapko
aap shayad mujhe na aaj pehchaane - 2
aapki hi likhi ek taqdeer hu
aapka rang hai aapka ruup hai - 2
aapki hi banayi main tasveer hu
(mere rukh pe koi daag hai toh aji
di hui aap hi ki nishaani hai yeh) - 2
ek din aapko
main toh paida hui thi sahreefon ke ghar - 2
iss sharafat ko iljaam jisne diya
nek aurat hu main band parwar mujhe - 2
yu tawaif ka yeh naam jisne diya
(woh meharbaan kahi aap hi toh nahi
jis meharbaan ki meharbaani hai yeh) - 2
ek din aapko
beizzati ke siwa bebasi ke siwa - 2
aur jisko kisine sambhala nahi
jiski baraat galiyon se gujri nahi -2
jisko baabul ne doli mein dala nahi
(jisko taqdeer ne laake bazaar mein
bech dala meri woh jawani hain yeh) - 2
aaj ke roj hi aap aur hum mile
par mulakaat kitni purani hai yeh
(ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh) - 2
mere ruuthe hue meharbaan aap hai
husn ki yeh kali jiske mann mein khili
uske mann ke aji baagbaan aap hai
(ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh) - 2
aaj ke roj hi aap aur hum mile
par mulakat kitni purani hai yeh
ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh
ek din aapko
aap shayad mujhe na aaj pehchaane - 2
aapki hi likhi ek taqdeer hu
aapka rang hai aapka ruup hai - 2
aapki hi banayi main tasveer hu
(mere rukh pe koi daag hai toh aji
di hui aap hi ki nishaani hai yeh) - 2
ek din aapko
main toh paida hui thi sahreefon ke ghar - 2
iss sharafat ko iljaam jisne diya
nek aurat hu main band parwar mujhe - 2
yu tawaif ka yeh naam jisne diya
(woh meharbaan kahi aap hi toh nahi
jis meharbaan ki meharbaani hai yeh) - 2
ek din aapko
beizzati ke siwa bebasi ke siwa - 2
aur jisko kisine sambhala nahi
jiski baraat galiyon se gujri nahi -2
jisko baabul ne doli mein dala nahi
(jisko taqdeer ne laake bazaar mein
bech dala meri woh jawani hain yeh) - 2
aaj ke roj hi aap aur hum mile
par mulakaat kitni purani hai yeh
(ek din aapko yaad kiye magar
aaj bhuli hui ek kahani hai yeh) - 2
Pehle Na Dekha Jaise Kisine
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine -
maine sambhala mushkil se jee ko
mujhko sambhala mushkil se jee ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
woh laakh mujhse daaman bachaye - 2
woh laakh mujhse aankhen churaye
aankhen churaye
mujhko mohabbat karna sikhaya
unki nigaahon ki berukhi ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
kitna haseen tha woh waqt haai - 2
bas chaand nikla aur aap aaye
aur aap aaye
maine mubarak di chaandani ko
usko mubarak di chaandani ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
maine sambhala mushkil se jee ko
mujhko sambhala mushkil se jee ne
maine sambhala mushkil se jee ko
mujhko sambhala mushkil se jee ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
woh laakh mujhse daaman bachaye - 2
woh laakh mujhse aankhen churaye
aankhen churaye
mujhko mohabbat karna sikhaya
unki nigaahon ki berukhi ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
kitna haseen tha woh waqt haai - 2
bas chaand nikla aur aap aaye
aur aap aaye
maine mubarak di chaandani ko
usko mubarak di chaandani ne
pehle na dekha jaise kisine aaise mujhe aaj dekha kisine
maine sambhala mushkil se jee ko
mujhko sambhala mushkil se jee ne
Sharafat Chhod Di Maine
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
shareefon ka zamaane mein aji bas haal vo dekha
ki sharaafat chhod di maine
muhabbat karane vaalon ka yahaan anjaam vo dekha
ki muhabbat chhod di maine
chhuda ke haath apanon se chali aai main gairon mein
pahan li ghungharuon ki phir vahi zanjeer pairon mein
main gaaoongi main naachoongi ishaaron pe sitamagaaron ke
bagaavat chhod di maine
sharaafat chhod di ...
na heera hai na moti hai na chaandi hai na sona hai
nahi qeemat koi dil ki ye mitti ka khilauna hai
meri deevaanagi dekho ki kahana maan ke dil ka
ye daulat chhod di maine
sharaafat chhod di ...
ki sharaafat chhod di maine
muhabbat karane vaalon ka yahaan anjaam vo dekha
ki muhabbat chhod di maine
chhuda ke haath apanon se chali aai main gairon mein
pahan li ghungharuon ki phir vahi zanjeer pairon mein
main gaaoongi main naachoongi ishaaron pe sitamagaaron ke
bagaavat chhod di maine
sharaafat chhod di ...
na heera hai na moti hai na chaandi hai na sona hai
nahi qeemat koi dil ki ye mitti ka khilauna hai
meri deevaanagi dekho ki kahana maan ke dil ka
ye daulat chhod di maine
sharaafat chhod di ...
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about SHARAFAT ...
