Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film SHOR

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Jeevan Chalne Ka Naam

Singer: MANNA DEY, MAHENDRA KAPOOR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

(jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam -
ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra
ke dukh se rukna na mitra ke ek pal rukna na mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2) - 2

jo jeevan se haar maanta uski ho gayi chhuti
naak chadhakar kahe zindagi teri meri ho gayi kutti) - 2
ke rootha yaar mana mitra
ke yaar ko yaar bana mitra
na khud se raho khafa mitra
khud hi se khuda bana mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2

ujali ujali bhor sunaati tuutle tuutle bol - 2
andhakaar mein suraj baitha apani gathadi khol
ke usse aankh lada mitra
samay se haath mila mitra
ke ho jaa kiran kiran mitra
ke chalta rahe chalan mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2

ke chali shaam ke rang mahal mein
tapati hui dopahari
mili gagan se saanjh ki laali - 2
lekar roop sunahari
ke raat bikhar jaayegi mitra
ke baat nikhar jaayegi mitra
ke suraj chhadh jaayega mitra
kaafila badh jaayega mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2

(himmat apana deen dharam hai himmat hai imaan
himmat allah himmat waahguru
himmat hai bhagwaan) - 2
ke ispe marta jaa mitra
ke sajda karta jaa mitra
ke sheesh jhukata chal mitra
ke jag par chhata jaa mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2
ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra
ke dukh se rukna na mitra ke ek pal rukna na mitra
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 4

Shehnaai Baje Na Baje

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

aah hm hmm.
gagan ka tota re takraye
takrakar dono muskaaye
aah hm hmm..
chaand ne sun li unki baat
jaa baitha baadal ke paas
aah hm hmm..
sun baadal ne li angdaai
bund bund mein baat phailaai
gagan ki baat dharti pe aai
kali ne sun li suni sunaai
kali ne phool ko bhed bataya
aah hm hmm..
phool ne bulbul ko samjhaya
bulbul ne bhanvra bulaya
maine rok ke usse sunaya
sunaya sunaya
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

(na koi mujhko kajara daale
na koi maang sawaare) - 2
na chahu main ???
na dhol na taaren
na koi meri raahen roke
na koi mujhe roke
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

aah hmm hmm..
(munda mane na mane
ghodi saje na saje) - 2
ho doli uthe na uthe
mehandi lage na lage
na main chahu bindiya shindiya
na main taare shaare
kal tak gusse tujhse
ho gayi jaan se pyare
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3
banke dulhaniya aaj chali hu
main saajan ke dwaare
shehnaai baje na baje - 3

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about SHOR ...