Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film SWAMI

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Pal Bhar Main Yeh Kya Ho Gaya

Singer: LATA MANGESHKAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

pal bhar mein ye kyaa ho gayaa, wo main gayee, wo man gaya
chunaree kahe, sunaree pawan saawan laayaa, ab ke sajan
din bhar muze yoo sataaye, un been ab to rahaa naheen jaaye

aashaa kee chhotee see naiyyaa, le ke chalee purawayyaa
dole dole, zoomakaa dole, chupake se ye bhed khole
aa jaayegaa, aa jaayegaa, pyaar se tum bulaanaa

aayee bahaare simat ke, kahane lagee wo lipat ke
choree, choree, chalo goree, thaamei huye baiyyaa moree
mil jaayegaa, mil jaayegaa, tum ko wahee diwaanaa

Yaadon Mein Woh

Singer: KISHORE KUMAR

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

Yaadon mein woh, sapnon mein ha
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
Saanson se hoon main kaise judaa
Apnon ko doon main kaise bhoola
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai

Yeh phool, yeh kaliyaan sabhi
Rok rahi raahein meri
Yeh meet, yeh sakhiyaan sabhi
Boond rahi nigaahein meri
Har mod par ek sapna khada
Jaana hai mushkil mera
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai

Naina mere ansuvan bhare
Poochh rahe chale hai kahan
Behti nadi kehne lagi
Tera to hai yehi jahaan
Har mod par koi apna khada
Dekhoon main mudke jahan
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
Saanson se hoon main kaise judaa
Apnon ko doon main kaise bhoola
Yaadon mein woh, sapnon mein hai
Jaaye kahan, dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about SWAMI ...