Songs from film TANHAI (LONELY HEARTS)
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
Aao Iss Tarah
Singer: SHAAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
aao iss tarah jiya jaaye -
lamha lamha jama kiya jaaye - 2
aao iss tarah jiya jaaye
lamha lamha jama kiya jaaye
(pyaar ki ghadi milati hai kahaan
aaja dhadkano pe likh de dil ki dastaana) - 2
aisa kuchh chalo abb kiya jaaye - 2
lamha lamha jama kiya jaaye - 4
(ek duje mein dub jaaye hum
bhool jaaye sang dil jahaan ke dardo gum) - 2
aao abb jara sukun liya jaaye - 2
lamha lamha jama kiya jaaye - 12
lamha lamha jama kiya jaaye - 2
aao iss tarah jiya jaaye
lamha lamha jama kiya jaaye
(pyaar ki ghadi milati hai kahaan
aaja dhadkano pe likh de dil ki dastaana) - 2
aisa kuchh chalo abb kiya jaaye - 2
lamha lamha jama kiya jaaye - 4
(ek duje mein dub jaaye hum
bhool jaaye sang dil jahaan ke dardo gum) - 2
aao abb jara sukun liya jaaye - 2
lamha lamha jama kiya jaaye - 12
Jahaan Tera Chehra
Singer: ROOP KUMAR RATHOD
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
jahaan tera chehra dikhaayi na de -
jahaan teri dhadkan sunaayi na de
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
jahaan tera chehra dikhaayi na de
jahaan teri dhadkan sunaayi na de
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
tamannayon ka sukha sukha dariya
siva tere zindagi hai ek sehra
sehra...aa aa aa....
siva tere zindagi hai ek sehra
jahaan teri aahat ki aahat na ho - 2
jahaan teri chaahat ki chaahat na ho
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
mera dil musaafir, manjil hai tu
manjil hai tu - 2
mera dil musaafir, manjil hai tu
meri har khushi mein shaamil hai tu
jahaan teri baaton ka charcha na ho - 2
jahaan tere kisso ka parcha na ho
mujhe aise manjar se kya waasta - 5
jahaan teri dhadkan sunaayi na de
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
jahaan tera chehra dikhaayi na de
jahaan teri dhadkan sunaayi na de
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
tamannayon ka sukha sukha dariya
siva tere zindagi hai ek sehra
sehra...aa aa aa....
siva tere zindagi hai ek sehra
jahaan teri aahat ki aahat na ho - 2
jahaan teri chaahat ki chaahat na ho
mujhe aise manjar se kya waasta - 2
mera dil musaafir, manjil hai tu
manjil hai tu - 2
mera dil musaafir, manjil hai tu
meri har khushi mein shaamil hai tu
jahaan teri baaton ka charcha na ho - 2
jahaan tere kisso ka parcha na ho
mujhe aise manjar se kya waasta - 5
Kate Naahin Raat
Singer: USTAD SULTAN KHAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaara
piya tore kaaran kaaran) - 2
(kaale kaale baadal chhaaye
dekh dekh ji lalchaaye) - 2
(kaisi aanu paas pihaa re
dur gaye more saajan) - 2
dur gaye more saajan
kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran
(bheega bheega mausam aaya
piya ka sandesa laaya) - 2
(mannva ko chain na aaye
?? hain more naina) - 2
?? hain more naina
(kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran) - 2
piya tore kaaran kaaran - 2
piya tore kaaran kaaran) - 2
(kaale kaale baadal chhaaye
dekh dekh ji lalchaaye) - 2
(kaisi aanu paas pihaa re
dur gaye more saajan) - 2
dur gaye more saajan
kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran
(bheega bheega mausam aaya
piya ka sandesa laaya) - 2
(mannva ko chain na aaye
?? hain more naina) - 2
?? hain more naina
(kate naahin raat mori, piya tore kaaran kaaran
piya tore kaaran kaaran) - 2
piya tore kaaran kaaran - 2
Kuchh Der Tak
Singer: HARIHARAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
saath chalo... saath chalo...
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
maana zindagi hai tanaha safar
inteja yahin hai jaan-e-jigar
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
(mujhko phikar hai aagaaz ki
dekho na sapana anjaam ka) - 2
sadiyon ki betaabiyaan khatm ho
ek pal mile jo aaraam ka
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
(rehta nahi sang koi sada
jaane wafa hai yeh mujhko pata) - 2
do chaar lamha tum raho rubroo
dil tumse kehana yahin chaahata
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
maana zindagi hai tanaha safar
inteja yahin hai jaan-e-jigar
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
saath chalo... saath chalo...
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 3
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
maana zindagi hai tanaha safar
inteja yahin hai jaan-e-jigar
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
(mujhko phikar hai aagaaz ki
dekho na sapana anjaam ka) - 2
sadiyon ki betaabiyaan khatm ho
ek pal mile jo aaraam ka
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
(rehta nahi sang koi sada
jaane wafa hai yeh mujhko pata) - 2
do chaar lamha tum raho rubroo
dil tumse kehana yahin chaahata
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
maana zindagi hai tanaha safar
inteja yahin hai jaan-e-jigar
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 2
saath chalo... saath chalo...
(kuchh der tak, kuchh dur tak
toh saath chalo) - 3
Soona Soona Laage Tere Bin
Singer: SHUBHA MUDGAL
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
Jag Soona Soona Laage Tere Bi
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Kajraari Ankhiyaan Nir Bahaaye - 2
Maun Hi Bhaaye Koi Geet Na Bhaaye
Kaahe Saajan Mujhse Dur Rahein
Mere Saajan Mujhse Dur Rahein
Huva Kaisa Julum
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Rut Wo Bahaaronwaali Kabse Na Aaye - 2
Bagiyaan Ke Mere Saare Phul Murjhaaye
Kaahe Saajan Mujhse Dur Rahein
Mere Saajan Mujhse Dur Rahein
Huva Kaisa Sitam
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Soona...
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Kajraari Ankhiyaan Nir Bahaaye - 2
Maun Hi Bhaaye Koi Geet Na Bhaaye
Kaahe Saajan Mujhse Dur Rahein
Mere Saajan Mujhse Dur Rahein
Huva Kaisa Julum
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Rut Wo Bahaaronwaali Kabse Na Aaye - 2
Bagiyaan Ke Mere Saare Phul Murjhaaye
Kaahe Saajan Mujhse Dur Rahein
Mere Saajan Mujhse Dur Rahein
Huva Kaisa Sitam
Soona, Jag Soona Soona Laage Tere Bin
Sab Soona Soona Laage Tere Bin
Jiya Na Jaaye Dil Ghabaraaye
Jiya Na Jaaye Chain Na Aaye
Sooni Sooni Dagar
Soona...
Tanha Dil, Tanha Safar
Singer: SHAAN
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
aankhon mein sapne liy
ghar se hum chal toh diye
jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan
mitti ki khushbu aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan
manjil nayi hain
anjaana hai kaarava
chalna akele hai yahaan
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
dilkash nazaare dekhe
zhil-mil sitaare dekhe
aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
kitni barsaate aayi
kitni saugaate laayi
kaano mein gunje phie bhi teri hi sada
waade kiye the, apana hoga aashiyaan
waado ko jaane hoga kya
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
tanha dil...
aankhon mein sapne liye
ghar se hum chal toh diye
jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan
mitti ki khushbu aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan
manjil nayi hain
anjaana hai kaarava
chalna akele hai yahaan
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
tanha dil...
ghar se hum chal toh diye
jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan
mitti ki khushbu aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan
manjil nayi hain
anjaana hai kaarava
chalna akele hai yahaan
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
dilkash nazaare dekhe
zhil-mil sitaare dekhe
aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
kitni barsaate aayi
kitni saugaate laayi
kaano mein gunje phie bhi teri hi sada
waade kiye the, apana hoga aashiyaan
waado ko jaane hoga kya
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
tanha dil...
aankhon mein sapne liye
ghar se hum chal toh diye
jaane yeh raahe abb le jaayengi kahaan
mitti ki khushbu aaye
palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan
manjil nayi hain
anjaana hai kaarava
chalna akele hai yahaan
(tanha dil, tanha safar
dhunde tujhe phir kyun nazar) - 2
tanha dil....
tanha dil...
Tumse Pehle Meri Zindagi Mein
Singer: SURESH WADKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(tumse pehle meri zindagi mei
na koi tha na koi tha) - 3
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
tumse pehle meri zindagi mein
na koi tha na koi tha
you make me feel the way i do
my heart goes crazy, just for you
you belong to me, now and forever
tumhi se ittida hai, tumhi se intehaan hai - 2
jo tute kabhi na yeh woh silsila hai
yeh woh silsila hai
tumse pehle meri aashiqi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
you make me feel the way i do
my heart goes crazy, just for you
you belong to me, now and forever
tumhi se subah hoti, tumhi se shaam dhalati - 2
tumhaari chaahato ki shama hamesha jalati
shama hamesha jalati
tumse pehle meri tishngi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
tumse pehle meri zindagi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga - 3
na koi tha na koi tha) - 3
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
tumse pehle meri zindagi mein
na koi tha na koi tha
you make me feel the way i do
my heart goes crazy, just for you
you belong to me, now and forever
tumhi se ittida hai, tumhi se intehaan hai - 2
jo tute kabhi na yeh woh silsila hai
yeh woh silsila hai
tumse pehle meri aashiqi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
you make me feel the way i do
my heart goes crazy, just for you
you belong to me, now and forever
tumhi se subah hoti, tumhi se shaam dhalati - 2
tumhaari chaahato ki shama hamesha jalati
shama hamesha jalati
tumse pehle meri tishngi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga
tumse pehle meri zindagi mein
na koi tha na koi tha
na koi hain, na koi hain
na koi aur hoga - 3
Woh Raat Din Ke Kisse
Singer: RAVINDRA UPADHYAY, SHABAB SABRI
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
(woh raat din ke kiss
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane) - 2
aate hai yaad humko gujre jamaane
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh chaandani, woh jhilmil sitaare
tanhaayiyon ke mehke nazaare
betaabiyon ki bechain ghadiyaan
woh tera chhupake karna ishaare
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
woh waade karke tera na aana
aane ke baad sau baatein banaana
woh humse jhuti takraar karna
phir due jaake rona rulaana
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
gujre jamaane.........
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane) - 2
aate hai yaad humko gujre jamaane
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh chaandani, woh jhilmil sitaare
tanhaayiyon ke mehke nazaare
betaabiyon ki bechain ghadiyaan
woh tera chhupake karna ishaare
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
woh waade karke tera na aana
aane ke baad sau baatein banaana
woh humse jhuti takraar karna
phir due jaake rona rulaana
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
woh raat din ke kisse
woh ishq ke fasaane
aate hai yaad humko gujre jamaane - 2
(gujre jamaane - 2), aate hai yaad humko gujre jamaane
gujre jamaane.........
Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about TANHAI (LONELY HEARTS) ...
