Lucknow: The City of Laxman & Rich Heritage | Uttar Pradesh, India

Songs from film TEESRA KAUN

Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!

Pyaar Ka Fasana

Singer: MUKESH, LATA

Music Director: N/A

Lyricist: N/A

Lyrics

mu : pyaar ka fasaana bana le dil deewaana -2
kuch tum kaho kuch ham kahen -2
la : pyaar ka fasaana ...

mu ; aisa na ho baagon se bahaar chali jaaye
kalee-kali ho ke beqaraar chali jaaye
aisi rut bina kie pyaar chali jaaye
isiiliye to kaha hai
la : pyaar ka fasaana ...

mu : chhoti si hai aaj ki hamaari mulaaqaat
la : han han
mu : ye na ho ki ji mein rah jaaye ji ki baat
jaane phir kab koi dekhe hamein saath
isiiliye to kaha hai
la : pyaar ka fasaana ...

Commercial Ad Space

Another Ad Space

Back to Film List

Loading engaging content about TEESRA KAUN ...