Songs from film TERE MERE SAPNE (OLD)
Explore all the lyrics from this amazing film and get lost in the music!
He Maine Kasam Li
Singer: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
he maine kasam lee, he toone kasam le
nahee honge judaa, hum
saans teree madir madir, jaise rajaneegandhaa
pyaar teraa madhoor madhoor, chaandanee kee gangaa
nahee honge judaa, hum
paa ke kabhee khoyaa tuze, kho ke kabhee paayaa
janam janam tere liye, badalee hum ne kaayaa
nahee honge judaa, hum
yek tan hai, yek man hai, yek paran apane
yek rang yek rup tere mere sapane

Jaise Radha Ne Mala
Singer: LATA MANGESHKAR
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
jaise raadha ne maala japi shyaam ki - 2
main ne odhi chunariya tere naam ki
tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki
raadha ne ...
preet kya judi
preet kya judi, dor kya bandhi
bina jatan bina yatan ho gayi main nayi
bina mol ki main biki, bina daam ki
raadha ne ...
kya tarang hai
kya tarang hai, kya umang hai
more ang ang racha pi ka rang hai
sharm aayi, kaise kahu baat shyaam ki
raadha ne ...
pa liya tujhe, pa liya
pa liya tujhe, paai har khushi
chaahu baar baar chadhoon teri paalki
subah shaam ki ye pyaas bade kaam ki
raadha ne ...
main ne odhi chunariya tere naam ki
tere naam ki ho piyaa, tere hi naam ki
raadha ne ...
preet kya judi
preet kya judi, dor kya bandhi
bina jatan bina yatan ho gayi main nayi
bina mol ki main biki, bina daam ki
raadha ne ...
kya tarang hai
kya tarang hai, kya umang hai
more ang ang racha pi ka rang hai
sharm aayi, kaise kahu baat shyaam ki
raadha ne ...
pa liya tujhe, pa liya
pa liya tujhe, paai har khushi
chaahu baar baar chadhoon teri paalki
subah shaam ki ye pyaas bade kaam ki
raadha ne ...
Phirke Pag Jiya Gaye
Singer: ASHA BHOSLE
Music Director: N/A
Lyricist: N/A
Lyrics
tha thai thatha thai aththathai thai thatha
phirke pag jiya gaaye gaaye gaaye
tha thai thatha thai aththathai thai thatha
jaane na hua mujhe kya phirke pag jiya gaaye gaaye gaaye
tha thai thatha thai aththathai thai thatha
mehki rahon tak behakti chhaahon tak
piya ki baahon tak mujhe hai jaana
ghata aaye jhuk jhuk ke hava chale ruk ruk ke
kare dil dhuk dhuk re gaali maare tan
o jaane na hua mujhe kya phirke pag jiya gaaye gaaye gaaye
tha thai thatha thai aththathai thai thath
na soi akhiyaan re rulaaye ratiyaan re
sataaye sakhiyaan re kari haai main kya
zara balkhaake aa jara ghabraake aa
zara leharaake aa dil hai pyaas
o jaane na hua mujhe kya phirke pag jiya gaaye gaaye gaaye
tha thai thatha thai aththathai thai thath
kah do sitaaron se kah do bahaaron se
kah do nazaron se hamein vo dekhen na
rijhaaungi pi ko manaaungi pi ko
sulaauungi pi ko bichhaake naina

Commercial Ad Space
Another Ad Space
Loading engaging content about TERE MERE SAPNE (OLD) ...